Unmese 5 Pite Nahi The
AurFather: Rat Ko Tum Peeke Room Me Gir Gaye The
Son: Kya Batau Papa Sb Galat Sangat Ki Wajah Se Hua
6 Dost
6 Beer
Aur Unmese 5 Pite Nahi The
by Mohammad Ali (few years ago!) / 995 views
Similar Jokes
Santa: Zindagi mein bahut si aisi choti choti
cheezein hain jo bahut bada dard de jati hain
Banta: Wo kaise?
Santa: agar yakin na ho to alpin per baith kar
dekh.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor to Ladies:Apka Weight 65Kg Tha,
Aaj 55 Ho Gya Hai..
Apko Koi Danger Bimari Hai.
Ladies:Sir, Zald-Baji Me Mai Aaj Makeup Kar k Nahi Aai Hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: aapko isse pehle kabhi heart attack hua thaa kya?
Patient: haa doctor, bichle baar jab aap bill diye the
Nurse: udhaas kyu baite ho sir?
Doctor: dopahar jiska operation kiya tha, woh mar gaya.
Nurse: arey woh to post mortem tha.
Doctor: to main subah kiska post mortem kiyaa tha
by Pak101.com (few years ago!)
JATT:-No if no but sirf jatt.
Khatri:- No Topi No Chatri Sirf Khtri. Mulla:- No Gas No Chulla Sirf Mulla.
PUNJABI:-na dalda na gheo punjabi sarea da peo.
by Pak101.com (few years ago!)
Bus Conductor & Driver
Mai Kiya Difference Hai?
Ans:
Condector So Jaye To Kisi Ka Ticket Nahi Katega Or Driver So Gaya To Sab Ka Ticket Kat Jayega
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar joined new job. 1st day he worked till late evening on the computer.
Boss was happy and asked “what you did till evening?”
Sardar :”Keyboard alphabets were not in order, so I made it alright”
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ka Gadha Gum Ho Gaya,
Pathan Use Dhond'te Hue
Ek Park Pohncha!!
Wahan Ek Larka Apni Girlfriend
Ki Aankhon Me Dekhte Hue Keh
Raha Tha...
Mujhe Tumhari Aankhon Me
Sari Dunya Nazar Arahi Hai.
Pathan Chillaya Or Bola,
Bhai Dekhna Zara Mera Gadha
Nazar Arha Hai Kahin...
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher Pathan Se: Batao Allama Iqbal Kaha Paida Huye Aur Unhon ne Kahan Taleem Hasil Ki?
.
.
PATHAN: Wo Hospital Main Paida Huye Aur School Main Taleem Hasil Ki.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Son: ‘ Mom, when I was on bus with Daddy this morning, he told me to give up my seat to a lady.’
Mom: ‘Well, you have done the right thing.’
Son: ‘But mom, I was sitting in daddy’s lap.’
by Pak101.com (few years ago!)
Khyber Pakhton Khwa ki Manzori k Baad,
Pathan Bhaiyon ka 1 Aur Mutalba...
Naswar ko Qaumi Phal Qarar Diya Jaye
by Haris Abbas Qureshi (few years ago!)