Ek chuhe ne
Ek Chuhey Ne Ek Pura Suit Kutr K Kha Liya Magar
Wo Fir b Bhukh Se Mar gya
Kyuki Wo Suit
MaLLika Shearwat Ka tha...
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 922 views
Similar Jokes
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Abdul Sami (few years ago!)
Pathan: Bhai sahab 1 kala bulb dena.
Storekeeper: Aap kaley bulb ka kia karainge?
Pathan: Dopaher me soney k liye andhera karna hai
by ashfaq (few years ago!)
Teacher - Batao sabse jada nasha kis cheez me hota hai ?
Banta - Books me..!!
Teacher - Vo Kaise..??
Banta - Kholte hi neend aa jati hai...!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Itnay saray log football ko laat kion mar rahay hain?
.
Admi: Goal karny ke lie
.
Sardar: Gol hi tu hai, owr kitna gol karengay?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea . Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea .
Pathan : na kaha hum dunya ko batana chahta ha ka pathan america ka baap ha . Aur Aes tarah jang shoro ho ge
.America : Hum Chand per jakr jahaz banyge .
Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga . America : Tum jal jaega. Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Principal 1 pathan student se: School ka time
8:30 he or tum 9:30 pe school aa rhe ho.
Pathan: O yaara! tum humara intezar mat kia karo.
School laga dia karo.
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA: maine apni beti ka shaadi sirf 1500rs mein kiya.
BANTA: woh kaise?
SANTA: maine use 1500 ka ek mobile dilaaya. usne love marriage kar liya.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Class, we will have only half days school this morning.
Class: Hooray
Teacher: We will have the other half this afternoon
by Pak101.com (few years ago!)
Santa and Banta chess khel rahe the.
Santa: Ab bus kro yar, Hum khel bandh karte hain.
Banta: Thik hai yar, waise bhi ab tumhara ghoda aur mera hathi hi bacha hai..!
by Pak101.com (few years ago!)
Jija: sali ji, aapke yahan ki sabse mash-hoor cheez kaunsi hai?
Sali: jija ji, jo mash-hoor thi, usey to aap le gaye!
by Pak101.com (few years ago!)