Mein tumhay gallay lga Sakta hoo
Boy : Mein tumhay gallay lga Sakta hoo, withOut touching !
.
Girl : Impossible
.
Boy : Lagi shartt ek “Pepsi” Ki ??
.
Girl : Ok
.
Boy ne zor Se gallay lgaya …
.
Girl : Hey ! You touched me
.
.
.
Boy : han to ro q rahi ho???
laa rha hoo na pepsi. :D
by Mazhar Khan (few years ago!) / 837 views
Similar Jokes
1 Party me sab log ulti kar rahe the..
Banta: Sab ko kya Hua?
Santa: Maine Ulti ki thi,
In Logo ko Bura Laga, To Maine Wapas Pee lee
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Bihari cycle chalate aur gungunate hue kahin ja raha tha aur raaste mein ek aurat se takra baitha.
Aurat chilla kar boli: Break nahi maar sakte they kya ???
Bihari: Poori cycle to maar di, abhi break maar kar kya faeda.
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar apne bhai ko mar raha tha.
1 admi ne poch tum esy q mar rahe ho.?
Sardar:
doctor ne kya c
.
.
enu goli kut k deni aa.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ik STD te gaya. STD operator nu 2 thapar lagaye te phone karan lagga.
Poocho kiyuunn?
Kiyunki STD te likhya c “Fone karan to pehle 2 lagao”
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bacha Ghar se
Maar kha kr Ghusy me sko0l
ja raha tha
Rasty mn kisi ne
Pocha
Beta
Studnt ho ?
Parhty ho ?
Bacha:
Nae MaRaSsi hun
uniform pehan kar mujra krne
jata hun
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Khudkushi per taqreer kar raha tha.
Jazbati ho kar kehne laga,
Khudkushi Haram hai,
Zulm hai,
Gunah hai,
Is se behter hai ke insan apne aap ko Goli maar de...
by hearthackervsgirls (few years ago!)
maine apni class mein sabse pyaari larki ko phansa li..
Friend : Woh kaisey?
Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka.
Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne
phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who phans gaye bichari.”
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Aao Race Lagatay hain, Jo haara woh ek hazaar rupay dega.
Pathan: Lekin Mujhe Rasta nahi Maloom.
Sardar: Bus Tum meray peechay peechay aatay rehna.
Pathan: Thanks Yara..
by Pak101.com (few years ago!)
Aik bacha apne baap ka naam 1000 Watts kay bulb pay likh reha hota hai.
Baap bache se poachta yeh kya ker rahe ho?
Bacha: Aap ka naam roshan ker reha hu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife : Janu Batao Tum Mujhse Kitna Pyar Kartay Ho
Husband : Bahut Zyada
Wife : Phir Bhe Kitna
Husband : Itna K Dil Chah Raha Hai Tumhari Jesi 1 Aur Le Aaon
by alone129 (few years ago!)