Galti ho gai

Maalik: Tum bathroom mein kyu ghus aaye, Kya
tumhe pata nahi tha ki mein naha raha hoon?
Naukar: Hazur galti ho gayi, mein samjha tha
begum sahiba hai.

by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1632 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Larki ke Gaal Pe Gulab maarne par Responses

Larki ke Gaal Pe Gulab maarne par Responses

English Girl:you are too Naughty sweet heart!

Urdu Girl: Nahin karo na!

Punjabi Girl: Lakh laanat begairta..

by Pak101.com (few years ago!)
Ka karta hu

Rabri : Ka karat ho?
Laalu : Ek dost ko chitthi likhat hu!
Rabri : Par tuhar likhna to aawe nahi.
Laalu : Vo sasura bhi to padhna nahi jaanat.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek baar ek sardar ki pant phat gai,

Ek baar ek sardar ki pant phat gai,
Tailor se silwa kar bill poocha,
Tailor: 250 Rs.
Sardar: Yeh lo 500Rs.
Tailor: 500 kiyu?
Sardar: Bill sun kar dobara phat gai!!

by hearthackervsgirls (few years ago!)
son-papa mujhe circus dekhna hai chale?

son-papa mujhe circus dekhna hai chale?
papa-i m busy

son-papa waha 1 ladki chote kapde me sher ki sawari karti hai
papa-chalte hai bahut din ho gae sher dekhe

by Pak101.com (few years ago!)
Shama Chahta Hon

HINDU ja raha tha Pathan say takar ho gy

HINDU: Me shama chahata hun

Pathan: Shama ko hum bhi chahta hai lekin Uska baap nahi manta. :(

by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar gaandhi ji k sir par 3 baal

Ek baar gaandhi ji k sir par 3 baal aaye vo baal katane naai k paas gye.

Naai ne gusse se kaha!! Cut karoon ya count karoon????????????????????????

by Pak101.com (few years ago!)
Ploice

Aik aadmi talaab main naha raha tha.
Police wala kehta hai
“Chal ooye bahar aa kar kapry pehan
Teri Talashi leni hai!!

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
no vacancy for ladies

1st men : aisa kon sa department hai jaha ladies ko bharti nahi kiya ja skta.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
2nd Men : fire brigade q k ladies ka kam aag lgana hota hai bujana nahi,
l.o.l

by Toqeer shamshad (few years ago!)
Pathan

PIA ki flight me Captain anouncment k bad mike Off krna bhoL gaya…

Captain apne co-pilot se: Ab me 1 cup coffee piyun ga phr Air hostess ko kiss kroga.

ye sun kr 1 air hostes mike OFF krne bhagi to gir gai.

Sath betha pthan: O Khuda Ka Bandi Aram se Jao pehle wo cofee piye ga….

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan

PATHAN Biology Ka Practical Attnd Krty Huye.

Examiner Ne 1 Bird Ki Taang Dikhaai, Or PATHAN Se Us Bird Ka Naam Poocha..

PATHAN Bola:
I Don’t Know..

Examiner: You Have Failed,
Kya Naam Hai Tumhara?

PATHAN: Humara Taang Dekho Or Naam Bataao..!!
Baat krta hai sala ;->

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Ek Bar Raste Se Jate Hue

Sardar Had Twins

EK KHUBSURAT LADKI

Plz-Try-Letter

When asked What is a conting..

Height Of Shock:

Go To The Hospital

Papa to Santa

Words

Husbund Ko Itraaz Nah ho

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook