1 kanwari larki ko bacha ho gaya
1 Kunwari ladki ko bachcha ho gaya . uske baap ne
poocha yeh bachcha kis ka hian
ladki : Papa missed call to sab marte the pata nahi
kiss ki recieve ho gayi
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1073 views
Similar Jokes
Driver: Sahab poora petrol khatam ho gaya hai….. ab gaadi aage nahi jaayegi…
Sahab: Teek hai ek kaam kar, gaadi reverse le aur ghar vaapas chal….
by Pak101.com (few years ago!)
A girl kiss a 5 year boy on face & he get mark of lipstik.
Girl-oh sory U got a mark on ur face.
Boy-Kuch achha karne se agar dag lagte he,to dag to ache hwe na?..:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Lady To Dukandar:Aisa Sabun Do Jo Kam Ghise Or Nahane K Baad Chehre Pay Laali Laye.
Dukandar Naukar Sy:Madam Ko Ek Eent Ka Tukra Day Do.:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar:tm mujh se shadi karo gi?
Girl:nai , me ap se aik sal bari hun,
sardar:koi bat nai aik sal bad kar len ge.
by Sabir shah (few years ago!)
Nark me kuch log party mana rahe the
BHAGWAAN : Ye log nark me bhi party mana rahe hain...
YAMRAAJ: .. <>BATHINDA<> wale hain..kahi bhi Enjoy kar lete hain
by Pak101.com (few years ago!)
March 19th, 2014 by Nabeel, No Comments
The Human Brain is awesome
it functions 24 hours a day
from the day we are born
and only stops when
we are taking an exam
or
Fall in love
by @irha@ (few years ago!)
Wife : Agar Main Mountain Everest Pe Chadhun Toh Aap Mujhe Kya Doge ?
Husband : Pagli, Isme Pucchne Wali Kya Baat Hai..
"DHAKKAA !"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Pati-Patni Mein Ladayi Ho Gayi,
Unki Aapas Mein Baat-Cheet Band Thi,
Ek Din Subah Pati Ko Kisi Kaam Se Office Jaldi Jaana Tha,
Usne Raat Ko Paper Par Likha: “Mujhe Subah 5 Baje Utha Dena”
Aur Paper Patni Ke Takiye Ke Paas Rakh Diya,
Subah 8 Baje Jab Wo Utha To Dekha Uske Upar Bahut Saare Paper Pade The,
Aur Likha Tha:
Uth Jao 5 Baj Gaye Hai,
Please Uth Jao, Warna Late Ho Jaaoge
Arrey Pahle Hi Bahut Der Ho Chuki Hai, Ab Uth Bhi Jaao
by Pak101.com (few years ago!)
Boy 2 girl - kya tum mere sath dance karogi.
Girl reply - me bacche ke sath dance nahi karti.
Boy - Sorry mujhe pata nahi tha ki tum pregnent ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Katrina Kaif Ki Coffee me ek Machhar Gir gaya...
wo Bina Dekhe Use Pee Gayi...
Toh Machhar K Baap Ne Katrina ko aisa kya Kaha,
ki wo Behosh ho gayi...
Socho
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Tumare pEt me
mera baccha hai..
by Pak101.com (few years ago!)