Maulvi ki hawa nikal gai
Maulvi jamat kara raha tha us ki hawa nikal gai maulvi ne namaz pori parha di jab salam pheera to pathan peche baitha tha
pathan: wah ustad pancher k bawojod bi manzil tak puncha dia
by Sabir shah (few years ago!) / 1047 views
Similar Jokes
kiya hal ho ga yeh jan lo
abhi be wakat hai man jao
bury wakt ka say phaly man jao
WaRNa police waly khud he mana lay gy;-)
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa: Mujhe Tou Aankhey
Band Karney Par Bhi Dikhayi Deta Hai
Banta: Achchaa, Kya Dikhta Hai?
Santa: Andhera
by Pak101.com (few years ago!)
Man: Sardar jee aap ko garmi lagti hai to kya karte ho?
Sardar: AC k paas ja k baith jata hun
Man: Agar phir bhi garmi lage to?
Sardar: To A/C on kar leta hun
by Abdul Hannan (few years ago!)
Customer :
Bhai Kab Se Wait Ker Raha Hoon
Khana Abhi Tak Tayyar Nahi Howa?
Hotel Wala :
Sir Kahana Tu 3 Din Pehlay Se Tayyar Hai Bas Gharam Ho Raha Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek gora aadmi tha. Jab uska ladka paida hua toh woh kala tha.
Tabhi woh apni patni ke paas jata hai aur poochta hai, “Yaar main bhi gora tha tum bhi gori thi to bachcha kaise kala paida ho gaya”
Aur phir uski biwi ne jawab diya, “Darling main bhi hot tum bhi hot sayad bachcha jal gaya hoga.”
by Pak101.com (few years ago!)
What does Sardarji do when he has one white sheet and wants an extra sheet?
He makes a photocopy of the white sheet
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: My Father Dug The Suez Canal
Banta: That’s Nothing
Have You Heard Of Dead Sea?
Santa: Yes, I Have
Banta: My Dad Killed It
by Pak101.com (few years ago!)
Faadu joke
Maa:-baal kyu nhi katwata tu ??
Ishant sharma:-Yo mom itz fashion..
Maa:-Aree woh sb toh thik h beta
pr larki wale teri behen ki jagah tuje psnd kr lete h..:D:p
hahahahaha
by Pak101.com (few years ago!)
?1 aadmi chaabi se apna kaan khuja raha tha...
Ek Sardar use gor dekh raha tha
kuch der baad bola-
bhai sab agar aap start nahi ho rahe ho to dhakka Lagadu
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne apni Qaza Namaz ada krny ki sochi
Namaz se pehly unchi awaz me niyat ki
2 rakat Namaz Qaza Fajar
4 November 1996
5:20 purana time.
ALLAH O AKBAR
by Zia Rasool (few years ago!)