sardar Exam main betha
sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
Teacher: Paper main hath ki diagram ka koi question nhi
sardar:main paper banany waly pe lanat bhej rha hun..
by Mohammad Ali (few years ago!) / 847 views
Similar Jokes
Santa Hair cutting k kitne lete ho?
Banta Barber:- Rs 30
Santa:- Shaving ke?
Banta:- Rs10
Santa:- Shave My Head
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1st sardar:dunia ka sub se mushkil kaam kon sa hai.
2nd sardar:helmat pehni hui larki se chumi lena.
by Sabir shah (few years ago!)
Pappu Ek Din Blood Bank Mein Gaya Aur Udhar
Usne Ek Staff Ke Aadmi Se Puchha
Pappu: “Mujhe Ek Bottle Blood Chahiye”
Aadmi: “Blood Group Bolo”
Pappu: “Koi Bhi Chalega”
Aadmi Hairani Se: “Arey Aisi Kaise Chalega?”
Pappu: “Yaar Girlfriend Ko Love Letter Likhna Hai,
Samjha Kar“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar Made A Call 2 Airport
Asked How Long Is The Journey From Punjab To America
Receptionist: 1 Second Sir
Sardar: Ooh What A Speed
by Pak101.com (few years ago!)
Sir: Ager tum 1jungle mein ho or wahan sheir aa jaye to tum kya karo ge?
Boy: Main darakht per charhon ga
Sir: Ager wo sheir darkhat per b aa jaye to?
Boy: Main Pani mein kood jaun ga
Sir: Ager wo Pani mein b aa jaye to? . . .
Boy: Ustad G.. Sheir nal pen viyai hai jo odi side le rae o…
by Pak101.com (few years ago!)
Research ke mutabiq larkian larkon se zyada mehnati hoti hai
Aapko pata hai kaise..
Nahi pata Main bata deta hoon aapko Kyun ki 100 mein se 10
Larkian naturally
khoobsurat hoti hai
Aur baki
-
-
-
-
Apni Mehnat se
by Pak101.com (few years ago!)
Aaj didar,
Kal yaar,
Parso Pyaar,
Phir ekrar,
Phir intezar,
Phir takrar,
Phir darar,
Sari mehnat bekar, or
Aakhir mein ek or
Devdas at beer bar.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Khwab
Pathan ne oxford universty mein 1st Rank Me Aaya. News channel walu ne pucha..
Ab Aaghe Kya Karoge ?
Pathan : bachpan se ek khwab Dekha Hai apna tandoor Center kholu ga...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1st Sardar:
0ye Agar Neend Na Aye To Kya Kia Jae?
2nd Sardar:
Neend Ka Intezaar Karne Se Behtar Hai K Admee So He Jae
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Saas:aj meri beti khamosh kiun baithi hai
Damaad:kuch nai light gai howi thi is ne lipstick mangi me ne elfi de di isi waja se naraz hai
by Sabir shah (few years ago!)