Boy-tum ladkiya itni sunder kyo
Boy-tum ladkiya itni sunder kyo hoti ho? girl- kyo bhagwan ne hame apne hatho se banaya hai.
Boy- kamini bol toh ese rhi hai. Jaise hme net se download kiya hai
by Pak101.com (few years ago!) / 893 views
Similar Jokes
GIRLS POEM.. . .
Husband hamara aisa ho.
.
.
.
pocket me jiske paisa ho.. . .
.
.
..
lambi jiski hight ho..
.
.
.
.
.
Gusse ka wo light ho.. . . . . .
.
.
.
.
.
Jab saas se meri fight ho, toh kahe jaanu tum hi RIGHT ho.
by pinkey (few years ago!)
Santa :
Banta : How do you know??
Santa : When I went to the Park today, everybody said, Oh GOD ! U have came again..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik Pathan Rozana Cycle pe Rait ki Bori rakh k Border se guzrta tha,
Police uski Checking krti to Bori me se Rait k siwa kuch na nikalta,
Ek Din Police wale ne Pathan se pucha k tum Smuggling kis Cheez ki krte ho!
Pathan bola: CYCLE ki , O teri khair, Ena Inteligent Pathan
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher:
10 fruits k name btao…
Sardar:
1 amrood,
.
.
Teacher:
shabash
.
.
Te 1 Saib,
.
.
.
.
.
teacher:good,aur?
.
.
.
.
Tey 8 Maaltey…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1Ladki Ko Maine Bola
*Good Morning*
*
*
*
Ek Ladki Ko Maine Bola
*Good Morning*
*
*
or
Ladki Ke Baap Ne Mujhe Bola
*THIS IS LAST WARNING
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Yara Toilet se jaldi
Bahar Nikalo, Hum Ko Bhi Jana Hai..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Sardar: Sun Raha Hai Na Tu..
Dho Raha Hun Me :-) :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: aadhi rat ko wife se, wife ji aik dam se marna behtar hai ya, dam ghut ghut ker marna
Wife: Aik dam marna behter hai.
Husband: Acha to phir apni dosri tang bhi mare oper rakh do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
santa class me gadha lekar aaya,
teacher kyu lekar aaye ho,
sir aapne hi kaha tha ki aap gadhe ko bhi inssan bana dete hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Halwai se,Tum kitne saal se jalebi bna rhy
ho!
Halwai: Bare fakhar se 30 saal se,
Pathan:lakh di lanat e Tere kolon aj tak jalebi sidhi
nai bani..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Train me ik Funny Desi Sardar ne apna trunk upar samaan rakhne vali jagah par rakh diya. Neeche Gujarati Gujju baitha tha.
Gujarati Gujju: Sardarji, apna samman kahi aur rakho, mere sirr pe gir jaega.
Desi Sardar: Koi baat nahi friend, iss me tutne vali koi cheez nahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)