ROGER FEDRER VS PATHAN
ROGER FEDRER: I HAVE GRET KNOWLEDGE ABOUT TENNIS, U CAN ASK ANY THING.
PATHAN: OK TELL ME , HOW Many HOLES R THERE IN A NET ?
by Mohammad Ali (few years ago!) / 961 views
Similar Jokes
Kash koi “exam result” ka insurance kara deta,
Toh har exam ka pehle premium bharwa dete,
Pass hote toh thik hai,
Varna insurance claim karva lete…
by khalid hussain (few years ago!)
Pathan raat ko Machardani laga kar so raha tha: Achanak ek Jugnoo aa nikla.
.
.
.
.
Pathan: Lo ye khocha machar humko Torch le kar dondh raha hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Truck Dosry Ko Khench K Le Ja Raha Tha Ye Dekh K 1 Sardar Zor Zor Se Hasney Laga Or Zamin
Pe Lotpot Ho Gaya Or Bola
Ek Rasi Ko Uthany K Liye Do Do Truck
by Pak101.com (few years ago!)
?1Tapori Ki Wife:- Sunte Ho Ji, Apne Bete Ne Aaj Pehli Baar Aadha Sentence Bolna Sikha..
Tapori- Accha, Kya Bola?
.
.
.
.
.
.
.
.
Wife- Teri Maa Ki.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan se pocha gaya ap ki dili khawahsh kia hai?
Pathan fakhar se:chahe ka samandar ho aur naswar ka pahar ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher: bachon batao ki dhud ko khrab hone se bachane ke liye kya karna chahiye?
Sonu: Ji use pee lena chahiye
by Pak101.com (few years ago!)
USA: Hamare dog Fotball khelte hai.
JAPAN: Hamare fish dance Karte hai.
CHINA: Hamare Hathi cycle chalate hai.
INDIA: HAMARE GADHE GOVT CHALAATE Hai.;-).
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Baap Betey Se: Beta Btao "ALIF" Se Kya Aata Hai?
.
.
Beta: Ye "ALIF WALIF" Se Aaj Kal Kuch Nahi Aata.
.Sab Paisey Se Aata Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
After the 2nd test match, Michael
Clarke's mother called him and
said:
Beta, thoda Paani laa de... Tere
karan subah se hichki aa rahi
hain... Pura India yaad kar raha
hai mujhe'
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sonu AXE-EFFECT DEO Laga K Nikla
Uske Pichhe BUDHIYA Padh Gayi
Sonu Ne Company Se Shikayat Ki
Waha Se Reply Aya- Sir Apne Expired Deo Lagaya Hai..
by Pak101.com (few years ago!)