Abhi To Sirf Plaat Kharida Hai

1 Makhi 1 Ganjay K Sar Pe Jaa Bethi
Dusri Makhi Ne Kaha?

Waah!Kya Ghar Mila Hai Tujhe

Pehli Makhi Boli
Nahi,Abhi To Sirf Plaat Kharida Hai

by Pak101.com (few years ago!) / 858 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Main Tumhari Double Insult



Waiter: Khan Sahib 10 Rup Tip To Meri Insult Hai…

Khan: To Phir..?

Waiter: 20 Rup To Hone Chaiye Na…

Khan: Main Tumhari Double Insult Nahi Kar Sakta…

by Mazhar Khan (few years ago!)
15 rupee me 1000 sms ki adat

Sonay k baad bi us k hath ka angutha hilta raha


faraz


us ko 15 rupee me 1000 sms karne ki adat ho gai thi

by Sabir shah (few years ago!)
Freak people out

When I die, I want my friends to keep updating my status to freak people out

by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Grahak: Kmal he 1 gante phle

Grahak: Kmal he 1 gante phle tum is Bakri k 1000 Rupay Mang Rhe the.
Ab Kya Hua 1100Rs kyo mang rhe ho?
Santa:Ye Mera 100Rs Chaba gayi He

by Pak101.com (few years ago!)
Height Of Tapana

Height Of Tapana
Bacha Rikshay Walay Se:
Uncle Bahadurabad Jao Gay ?
Rikshay Wala:
Ji Haan !!
Bacha:
Phir Kab Aao Gay………??

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan in P.C.O

Pathan: P.C.O kahan hai?
Aadmi ne ishara kar k bataya.
Pathan P.C.O me gaya, pocket se
mobile nikala or baat kr k bahir aa
gaya.
Aadmi ne poocha “jab aap k paas
mobile tha to aap PCO main kyun
gae”
Pathan: Mere dost ne kaha tha k PCO
se phone karo ge to paise kam lagain
ge :-d

by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Isko kahte hai BHAYANKAR BEIZZATI

Isko kahte hai BHAYANKAR BEIZZATI:

WIFE - Suno G jab aapne pehli baar mera
gunghat uthaya to kaisa mehsoos kiya?
.
.
......
.
.
.
.
Husbnd - MAA kasam mar hi jata agar TV par
"AAHAT" dekhne ki aadat na hoti.

by Pak101.com (few years ago!)
Bivi ne pati ke gale main

Bivi ne pati ke gale main bahein dalker kaha- Kaisi lag rahi hun main?

pati- bulkul vaisi jaise bhagwan shanker ke gale me nagin latkati ho...

by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar ne FootPath ko Rang krne ka theka lia

1 Sardar ne FootPath ko Rang krne ka theka lia
1st day Us ne 3 Kilo Meter Rang kiya
2nd day 2 KMOr
3rd day 1 KM..

1 admi ne puchaKia baat hy Sardar G?1st day 3 KM2nd din 2 KM3rd din 1 K.M Rang kiya hy,Is ki wja?

Sardar bola:PAA G Rang da daba v te wekho kinni door peya æ.....

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boss noker se

Boss nokar se: tum kisi kaam se jate ho to 2,3
ghantay tak wapis q nh aate
nokar: aap ne hi to kya tha k bijli k tarha jao or
bijli ke tarha aao

by Tanveer Hussain (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

shadi pr rukhsati k waqt

Golu-mere bete ka credit card

What's the difference

Insan ko Beemar kar Dainay w..

Mareez Muje ajeeb se Bimari ..

Ijazat

Sard Fizaaa

Delivery ke waqt

Google Ziyada Acha Hai Ya Ya..

Police officer attempts to s..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook