student life
Baap: Beta koi bat nai tumhari qismat mai Fail hona hi likha tha
.
Beta: Jee Papa, yai tu acha howa mai ne pura saal parha nai warna sari mehnat zaya hojati
by inayat khan (few years ago!) / 943 views
Similar Jokes
Why did u shoot ur wife ?
Judge: why did u shoot ur wife
instead of shooting her lover?
Sardar: Your honour,
it's easier to shoot a woman once,
than shooting one man every week.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Musafir : Beta thoda pani milega..?
Boy : Agar lassi de du to chalegi.
Musafir : Bahut achha hoga
...
boy lassi le aaya,musafir ne 5 pyale lassi peene ke
baad pucha : Kua tumhare ghar me koi lassi nhi
peeta...?
Boy :Peete to sab h lekin aaj lassi me MENDAK gir
gaya tha or usme hi mar gay....
Musafir ne gusse me pyala zameen par de mara....
Boy :Rote hue bola "Mummy inhone pyala tod diya
ab hum Billi ko paani kisme pilayenge.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pat1 Pathan Apne Kandhey Pe
Tota Bithaey Ja Raha Tha
1 Admi Ne Pucha:
Ye Konsa Janwar Hai?
Tota Bola: Pathan Hai Sala…
by Mohammad Ali (few years ago!)
Son: Dad give me the car keys please. I am old enough to drive.
Father: Yes, but the car is not old enough to be given.
by Pak101.com (few years ago!)
Nurse – “Mubarak ho.. Sardar ji.. tusse papa ban gaye..” Sardarji – ” Meri wife ko nahi bolna.. main usey SURPRISE doonga..!”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
BF : baby ONE minute widout u is
like......
...
.
.
..
.
.
.
.
.
.
GF : Awwwwwwww.... ? ?
.
.
.
.
.
.
.
.
BF : 60 secs yaar... harrr baat mein
kya AWWWW ? :D xD
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Income Tax Officer Hans Raha Tha
Clerck Kya Hua?
Mallika sehrawat Ka File hai
To Kya Hua
Officer Kapre Pahanti Nahi Aur Laundry Ka Bill 11 lackh Bataya Hai
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathaan Cinema Mai Film Deakh Raha Thaa
Film Mai 1 Shair Dowarty Howay Araha Thay
Pathaan Ne Dekha Tu Dar Gia
Owr Apni Chadir KaNdhy Paa Dal Ker Bhaagnay Laga
Logoun Nay Kaha: Khan Sahib Maat Daro
Yaah Tu Film Hai
Pathaan: Woh Tu Mujh Ko Bhi Pata Hai Kay Yai Film Hai
Lekin Wo Tu Janwar Ha
Usko Kiya Pata.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Railway Interviewer To Santa.
Interviewer: “Agar Do Gaadiyaan
Ek Line Pe Aa Gayi To Kya Karoge?”
Santa: “Jee, Red Light Dikhaunga”
Interviewer: “Red Light Na Ho To?”
Santa: “Torch Dikhaunga”
Interviewer: “Torch Na Ho To?”
Santa: “Apni Red Shirt Utaar Kar Dikhaunga”
Interviewer: “Shirt Bhi Red Na Hui To?”
Santa: “Fir Main Apne Bua Ke Ladke Ko Bulaunga”
Interviewer Hairani Se: “Wo Kyun?”
Santa: “Jee, Usne Kabhi Trainon Ki Takkar Nahi Dekhi Na“
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Apka Dost Galat Ladki Se Shadi Kar Raha Hai
Aap Use Rokte Kyu Nahi?
Husband: Main Kyu Roku?
Usne Muje Roka Tha Kya?
by Tanveer Hussain (few years ago!)