School main master
School Me Master Ji Ne Chote Sardar Se Poocha:
Jis Me Koi Kami Nahi
Usko Kya Kehte Hen?”
Chota Sardar Bola :
“Kami-Na”
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 905 views
Similar Jokes
BE-IZZATIIII...!!!
Maths teacher: jab mai tumhare jitna bada tha, mere maths mein 100 marks aate the.
Student: Sir, aapko koi acha teacher padhata hoga.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:-
"Main Teri Jaan Nikal Dungi"
Iski English Kya Hogi.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student:- English Ki Aisi Ki Taisi,
Tu Haath To Laga Ke Dikha....:P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hum nay tumhari yad mai ro ro K tub bhar diye
.
.
.
.
.
.
Aur tum bewafa aye aur un say naha kr chal diye....!:-(
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Once Laloo was coming out of airport.
As there was huge rush the security guard told Laloo “WAIT SIR“…
For which Laloo replied “65Kgs” and moved on…
by Pak101.com (few years ago!)
Girls Marks in Computer- : 99/100
Don't Know How To Turn Off Computer Properly
and how to remove PEN drive safely )
Boys Marks In Computer:- 44/100
Knows how To HacK Computer ) :P :D
Boys Agree ?? = hit like ;) :P
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:Jab Me School Padta Tha Tab
Fancy Dress Competion Me BANDAR Ban K Gaya Tha
2nd Prize Mila Tha
Banta: Abe Tu Aise Gaya Hota To 1st Milta
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:-Yaar Ans sheet pe kya likhun??
Banta:-Yehi Ki
"IS SHEET PAR LIKHE GAYE ANS KALPNIK HAIN JINKA KISI BHI BOOK SE KOI SAMBANDH NAHIN HAI"
by Pak101.com (few years ago!)
Seeta- “Behan, bartan saaf karne ke liye sabse
achi kaun-si cheej hai?”
Geeta- “Maine bartan saaf karne ke liye bahut-si
cheeje istmaal ki, par pati se acha kisi ko nahi paya”
by Pak101.com (few years ago!)
Sharabi Road Par Pada Tha.
Policeman- Itni Q Pee Rakhi Hai?
Sharabi- Mazburi Thi
Policeman- Kya Mazburi Thi?
Sharabi- Botal Ka Dhakkan Gum Ho Gaya Tha.
by Pak101.com (few years ago!)
1st Friend: Yar Me Jis Larki Ko Chahta Hu n,
Usne Mujhse Shadi Nhi Ki
2nd Friend: Tumne Usy Bataya K
Mera Chacha Karorpati Hai
1st: Bataya Tha
2nd: Phir
1st: Ab Wo Meri Chachi Hai.
by Pak101.com (few years ago!)