Poti bhi asi kerte hai
1 Memon Road Se Guzar Raha Tha
Achanak Usne Jhuk Kar
Road Se Kuch Uthaya
Aur Zoor Se Chillaya
Kameenaay Log
Poti B Aesi Kartai Hen
Jaisay Koi Samoosa Para Ho.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 869 views
Similar Jokes
Ques: Wo konsi ek baat hai Jo Students hazaro'n saal pahly bhi kahty tay, Aaj bhi kahty hain, owr Qayamat tak kahty rahengay?
.
Ans: Bus yarr kal se parhayi shuru karunga
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik Pagal Dosray Pagal Say:
Tum Kis Din Paida Howay?
Dosra Pagal:Itwar Ko.
Pehla Pagal:
Tum Mujay Pagal Bana Rahay Ho
Itwar Ko To Choti Hoti Hay
Ha Ha
by Mohammad Ali (few years ago!)
Gir: Jab Bi Main Tumhare Pas Ati Hu To Tum Chashma Q Pehnte Ho.
.
.
PATHAN: DoCtar Ne KaHa Hai Jab Sar Dard Aye To Chashma Pehen LeNa.:-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girlfriend v/s Friend
Girlfriend- Exam kaisa gaya dear?
Boy- Bahut acha gaya, mast tha
sweetheart..
Friend- kaisa gaya yaar exam?
Boy- Abe saale Bhootni k tujhekoi aur topic nhi milta kya mood
kharab karne k liye kamine :D
Saala meko kya pata tha ki english ka paper hai..main to History padhk gaya
by Pak101.com (few years ago!)
santa 15 Saal Tak Ro-Ro K Aulad k Liye Dua
Mangta Rha
1 Din Bhgwan Dukhi Hokar Aaye OR Bole:Tujhe
Wahe Guru Da Vasta!
Pehle Shadi to Karle Mere Baap!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Pak101.com (few years ago!)
Agar molana hazrat film bana nai
lagai to film kai naam is tarah hongai ``islam aaya tum na aaye
kaho na ramzan hai
hum zakat de chuke sanam
kabhi rozai kabhi ramzan
hamari tasbi aap ke pass
molvi banaya aap ne
shaheed to hona hi tha
janam sajda karo
ye molvi aap ki naam'''
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: Wife Agar Husband Ko Naukar Smajhe To Husband Ko Kya Karna Chaiye ?
Banta: Zayda Kuch Nahi
Do Char Ghar Aur Dekh Lene Chahiye
by Pak101.com (few years ago!)
Baap (betay say): Tum nay tareekh mein itnay
Beta: “ Abbu tareekh kay parchay mein ziadah tar sawalat aisay puchay gaye the jo meri paidaish say pehlay kay the.”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife: Me tumhari yaad me 15 Din me hi aadhi mar gai ho..Mujhe leyne kab aarahe ho..?
Husband: 15 Din Baad..!
by hearthackervsgirls (few years ago!)