Mare ghar chor aya hai

Santa-kaha ja rahe ho?
Banta-Police Station,Mere ghar chor aya he
Santa-BV ko akela chod dia
Banta-Nhi,usne chor ko baho me jakad rakha hai.

by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1172 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Santa: Zindagi mein bahut si aisi

Santa: Zindagi mein bahut si aisi choti choti cheezein hain jo bahut bada dard de jati hain

Banta: Wo kaise?

Santa: agar yakin na ho to alpin per baith kar dekh.

by Pak101.com (few years ago!)
Duniya bewafa

Duniya buri ho sakti hai aap nhi

Duniya bewafa ho sakti hai aap nhi

Duniya zalim ho sakti hai aap nhi

aur
aur
aur

Kuttay ki dum sedhi ho sakti hai ap
ke nhi..

by Mazhar Khan (few years ago!)
Sher Ka Puttar Hai Tu

Pathan Apne Bete Ko Kisi Baat Par Samjha Raha Thha, Aur Bola.

Pathan: “Oye Ghabra Mat Tu Sher Ka Puttar Hai”

Beta Khush Hote Hue: “Abba Ji, Acha Hua Bata Diya Teacher Bhi Yahi Puchti Hai Ke Tu Kis Janwar Ki Aulad Hai“

by Pak101.com (few years ago!)
Kal tum school kyon nahi aye thay?

Teacher: Kal tum school kyon nahi aye thay?

Pathan: Mujhe bird flu hogaya tha

Teacher: Ye to murghiyon ki beemari hai

Pathan: Apne mujhe insan chorha hi kab hai roz murgha bana deti hain.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Made in chaina

Kbi tm gaaur se dekho aaina,
to kuch hi hans k kaho ge made in chaina

by Sabir shah (few years ago!)
Pathan ko dost ne khanay pe bulaya.

Pathan ko dost ne khanay pe bulaya.
Pathan jab dost ke ghar aaya toh ghar pe tala laga tha,
Aur likha tha maine bewaqoof banaya tumko.
Pathan ne Hoshiyari dikhai or niche likh diya,
“Main toh aaya hi nahi tha”

by Tanveer Hussain (few years ago!)
santa ko apna gadhha bechna tha

santa ko apna gadhha bechna tha

unho ne apne ek dost ko letter likha

?agar tmhen kabhi kisi gadhhay ki zroorut ho toh
mujhay yaad ker lena !?

by Pak101.com (few years ago!)
Beta… Ap ko koi takleef hai?

Aik buzarg se kisi ne pucha: Aap hmesha zameen per hi kyu bethtay hain?

Bazurg ne boht khubsurat jawab diya

Beta… Ap ko koi takleef hai?

by hearthackervsgirls (few years ago!)
SaaS: beti Aj se

SaaS: beti Aj se tumhara ghr yhi hy

Aj se tum mjhe MAA or sasur ko ABU kahogi.

Sham ko uska husband ghr aya to boli

.

.

.

.

.

.

Maa

BHAIYA aa gay.:-O

by Pak101.com (few years ago!)
Paise wala aadmi:”

Paise wala aadmi:” aaj mere paas
14 cars
18 dukaan
4 Bangle hain..
Tumhare paas kya hai ??
.
.
.
.
.
.
.
Gharib aadmi:” mere paas 1 beta
hai,
jiski girlfriend teri beti hai…:P:P

by Mohammad Ali (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Molvi Sahab Jumme K Din

Santa- arz kiya hai..

log lehtay hain

Pathan: Station Jany k Kitne..

JIN admi sy

Expecting a reply

Father Tum ne university k 4..

bhikari- ae bhai 1rupaya dede

Santa zoo ka watchman

bhaabi jhakas hen

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook