Teacher. which was
Teacher: Which was the first silent film in URDU?
Student: If the film was silent, how could you know
it was URDU?
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 998 views
Similar Jokes
Pathan 2 Sardar:
"Yaara..!! Aaj Humne Bohat Bara Larai Dekha-"
Sardar:
Woh Kese??
Pathan:
Aasman Or Zameen K Darmiyan...
-
-
-
2 Machhar Lar Rhe The.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Boy: naam kya hai? . .
Girl : kyun btau? Mein tumhai
janti bhi nahi!!
.
.
.
.
. .
Boy : Na batao mein konsa
tumhai apni BMW mein
betha raha hun! .
.
.
. ,.
Girl : PINKY, B.com 2nd year wo samnay
wali gali me
right hand pe 4th number pe mera
ghar hai 32/b,
Ghar mein ek chota bhai and mummy
papa hain,
Tution timing 6 to 8.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
.
..
. Boy :- Ok Jis Din Main BMW kharid
lunga na usss
din jarur baithaunga thik hai... :D:-
P ;)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek larki ghr se bhagne k 3 din baad wapis aai.
bap: ghusse se bola
"ab kya lene aai ho"
larki: patli pin wala charger...
by Pak101.com (few years ago!)
2 Pathan Bike Pe Ja rahe the
2 Pathan Bike Pe Ja rahe the.
Police walay ne rok k kaha:
Pata nai hy k Double swari Pe Pabandi hy.
Pathan: Pata Hy,is liye to isko wapis chorne ja raha hun
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aik Black African Lrki Ko jadugar Ne
Jadu Se Par Lga diay.
Lrki : Wow, Ab kia Me PARi bn gai?
Jadugar :NI Pagli..
.
.
.
Tu "CHAM'GADAR' bn gai hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 admi k ghar ka samny kutta mara para tha uss ny muncipal commetie ko phone kiya"mery ghar ka samny kutta para hy utha lein"
jawab mila:wahin dafan kar do.
us admi ko gussa tow bohat aya par tahamul sy bola"g mein dafan karny laga tha magar marhoom k bachon ko itlaa karni thee"
by sarmad abbas (few years ago!)
Bap: Aaj Mera Bacha Upset Q He..??
Beta: Mai Apko Nai Bata Sakta
Bap: Mujhe Apna Dost Samjho Yar
Beta: Yar Teri Bhabhi Nraz HoGai He
by Mazhar Khan (few years ago!)
Shikwa hamein manzoor nhi…
Aaj na koi bahana hoga …
Aap ko hamari khushiyoun ki qasam…
Next saal aap ko Nahana hoga
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher Told All Students
In Class 2 Write N Essay On A Cricket Match
All Were Busy Writing Except 1 Sardarji He Wrote
“DUE TO RAIN,NO MATCH”
by Pak101.com (few years ago!)
Dost Pathan Say: APRIL FOOL Manaya? Pathan: Haan Dost: Kis K Sath?
Pathan: Biwi K Sath, Hum Ne 3 Bar Talaq Dia Jab Wo Pareshan Hui To Hum Bola “APRIL FOOL”;)
by Pak101.com (few years ago!)