Funny
Doctor owr Allah ko khabi naraz mat karna
Kionke jab Allah naraz hota hai, tu wo Doctor ke pas bhej daita hai
Owr jab Doctor naraz hota hai, tu wo Allah ke pas bhej daita hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 902 views
Similar Jokes
girl-Mujhe ek aisa husbend chahiye jo achi achi baten kre hansi mazaq kre or raton ko muje songs sunaye
sam-tussi husbend chaddlo FM radio le lo
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chor amir aadmi ke ghar mein chori karne gaya. Tijori pe likha tha “Tijori ko todne ki jaroorat nahi hai, 452 number press karke sahmne vala lal batan dabao, tijori khul jayegi. Jaise hi batan daba alarm baja aur police aa gayi.”
Jate jate chor seth se bola: Aaj mera insaaniyat se vishwas uth gaya hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Hotel Me Rost Khanay K Baad Haddi Chba Rha Tha..
Paas Mei Beitha “Punjabi” Daal Kha Rha Tha..Usne Pathan Se Tanziya Andaz Mein Pucha:
Khan ! Tumharey Area Me “Kuttay” Kya Khatay Hain?
Pathan: Daal
Moral:Pathan B Point Maar Sakte Hein
by Pak101.com (few years ago!)
Do dost film dekhnay gaye rastay main pan ki dukan se paan khareed liya , aur aagey peeche beth gaye,
beech film main aagey bethay dost nai mushkil main kaha yaar peek jama hogayi hai kia karoo
peechey walai ne kaha yaar aglay ki jaib main dalday tou usne kaha n bahi is tarah touu s ko pata chal jaye ga
tou peechay walai ne kaha abhi tak tujh ko pata chala ?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Car ki Nilami ho rahi thi,
20 lac
25 lac
30 lac
Ek aadmi ne hairat se Car ki kharab halat pe ghor kiya, usay Car me koi cheez theek na lagi to usne paas kharay ek aadmi se poocha:
.
Bhai is khatara Car me aisi kon si khoobi hai ke is ka itna daam lag raha hai?
.
Aadmi bola: Janab ab tak is Car ke 10 haadse ho chukay hain,
aur hairat ki baat ye hai ke har haadse me sirf aur sirf “BV” hi foat hui hai…
Aadmi ne awaz lagai:
40 lakh….
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Oye Tumko KUTTEY par Mazmoon
Likh kar Laney ka kaha tha?
Pathan: Hum kya karey, jab Hum ne KUTTEY par Pen rakha tö wo Hamara tang par
Kaat krar bhag gaya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Height of Insult on FB *
.
.
GirL : " Why U LIKE aLL my Comments, Posts &
Photos?"
.
... .
.
.
.
BoY : " BeCoz, I wanna See UnLike On Them
aLL..!!! " :-P :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
POLICE Pathan Se:- Hum Se Panga Na Lo Hum DSP Hai.
PATHAN:- O' Jao Jao Hum Tum se Bara DSP Hai,
Police:- DSP Ka matlab jante ho
Pathan:- Dimag Se Pagal.:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
In EXam-
1st Frnd continously asking
"Kutte kuch toh bata de"
2nd- "Muje khud ghanta kuch ata h"
1st- "Saale Toh apne baap ko Luv Lettr likh raha Hai??"
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar : What is the name of your car ?
Lady : I forgot the name, but is starts with "T".
Sardar : Oye Kamaal ki gaadi hai,
Tea se start hoti hai. Hamaara gaadi petrol se start hoti hai.
by Pak101.com (few years ago!)