Height of shock
Height Of Shock:
Malkin: Kya Huwa Tum 3 Din Kaam Pe Nai Ayi???
Kamwali: Memsab Mainey To FaceBook Pe Status
Update Kar Diya Tha,..
Ke Main Gaon Ja Rahi Hoon. . .
.
APKE Pati Ne Comment Bhi Kiya,
HAVE A SAFE TRIP.. COME SOON HONEY.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 981 views
Similar Jokes
Agr ap ki wife kehna nai manti hai to
;->
gaur kiun karte ho kisi ki bi nai manti
is parcham k saye tale hum aik hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Achhe kapde pehente ho..
Aur pure style rakhte ho..
Dil me gussa aur face pe
Smil rakhte ho..
Naak pochhna aata nahi
Aur hath me mobail rakhte ho...
by Pak101.com (few years ago!)
Santa : Yar mujhe 1 hathora or keel chahiye computer k lye.
Sales man : Magar computer me inka kya kaam?
Santa : Oye yaar mujhe computer me windows lagani hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Husband wife ki larai ho rhi thi
Unka chota bacha b wahan betha tha,
Husband=tu sali kutti.
Wife=tu sala kutta
Bacha masumiat se bola.
Or main sala pupyy!
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari: Mein bahut lachaar hu khane ko kuch de
dijiye.
Lady: hatte khatte to dikh rahe ho hath per bhi
salamat hain phir kis baat se lachaar ho?
Bhikari: Ji apni aadat se.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar K Marne K Bad 62 Yamdoot Aye.
2 Yamdoot Sawal Kr Rhe The,
Or
Baki, 60 Yamdoot..
Srdar Ko Sawal Smjha Rhe The..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: I hate that beggar..
Husband: Why?
Wife: That Rascal, yesterday I gave him food, today he gave me a book called…
“How to Cook”
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: may tang agaya hun
.
.
Har cheez may meri Car mera ghar
mera mera karti ho
.
.
Kabhi hamara bhi keh dya karo..
.
Ab kiya dhoond rahi ho rahi ho?
.
.
Wife:
.
.
.
hamara duppata
by Mohammad Ali (few years ago!)
Best Sms of 1947.
.
.
Tab Mobile tha kya?
Kabhie to thora dimagh ka istamaal kar liye karo!
Bas Sms parhne ki lagi rehti hai..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Biwi 2 Pati:Aapko Mera Banaya Hua Halwa Pasand Nai Aya Bache To 3Plate kha chuke Hai
Andar se Awaz: Mama 1Plate or Dena 1 kitab ki Jild Reh gayi
by Pak101.com (few years ago!)