Geo tv

Geo Tv ka wo konse programs he jin k nam
khawateen lene se hich kichati hain?
.
.
.
.
"HUM SUB UMEED SE HAIN".
or
'AAJ RAAT KAMRAN KHAN K SATH'.

by Tanveer Hussain (few years ago!) / 943 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

dunya ka sab say taqat war aadmi

Iqbal (Ahmad say):dunya ka sab say taqat war aadmi kon hai?

Ahmad: traffic police jo sirf hath kay aik isharay say sainkron garyan rok leta hai.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Aalu ne Bhindi k number pe I love u ka msgbheja,

1 Aalu ne Bhindi k number pe I love u ka msg
bheja,
Bhindi ne use phone kar k bura bhala kaha aur boli:
Shut up,
Tum itne mote aur main Slim and Smart..”
Aur aalu ka dil tod diya…
Aalu ko bahut dukh hua or us ne fir itni sabziyan
fasaayi ki Aaj aap khud hi dekh lo,
Aalu-Ghobi,
Aalu-Bengan,
Aalu-Shimla mirch,
Aalu-Palak,
Aalu-Matar,
Aalu-Gajar
Aur Bindhi us din se aaj tak akeli hai..
MORAL:
MAT KAR ITNA GURUR SURAT PAR AYE HASEENA
MAT KAR ITNA GURUR SURAT PAR AYE HASEENA
TERI SURAT PE NAHI HUM TO TERI SADGI PE
MARTE HAIN…

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Black baby

Ek gora aadmi tha. Jab uska ladka paida hua toh woh kala tha.

Tabhi woh apni patni ke paas jata hai aur poochta hai, “Yaar main bhi gora tha tum bhi gori thi to bachcha kaise kala paida ho gaya”

Aur phir uski biwi ne jawab diya, “Darling main bhi hot tum bhi hot sayad bachcha jal gaya hoga.”

by Pak101.com (few years ago!)
Hairan kun bat

1sj sardar:yar murghi ka bacha ande se kaise nikalta hai?

2nd sardar:niklna chorh yaar, mujhe to ye samjh nai ata k wo andar kaise chala jata hai.

by Sabir shah (few years ago!)
Student

Fizawon mai goonj rahi hai awazien RATTAY marny ki FARAZ
.
.
Lagta hai NALAYAQON ke Exam hone waly hain

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sunday & I wanna njoy

Santa: Today is Sunday & I wanna Enjoy, so I bought 3 movie tickets

Jeeto: Why 3?
Santa: For you and your parents.

by Pak101.com (few years ago!)
Aaisa kab hota hai

Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun
to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta.

Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.

by Pak101.com (few years ago!)
Yoga Teacher to a woman

Yoga Teacher to a woman: Kya yoga karne se tumare husband ki sharab peene ki aadat me kutch badlav aaya?

Funny Woman: Hanji, ab vo sar ke bhar khade ho ke sari ki sari botal pi jate hai.

by Pak101.com (few years ago!)
EK Gadhe ne sardar ko laat

EK Gadhe ne sardar ko laat mari,sardar usk peeche bhaga,tabhi raste mai use ek ZEBRA Mil gaya,sardar ne use laat mari aur bola Saale Night dress pahan kar ullu banata hai. SARA

by Pak101.com (few years ago!)
What is the difference between bus & cycle

Hindi Bhai: What is the difference between bus & cycle?

Funny Gujarati: Bus ka stand bus ke sath kabhi nahi jata, Par cycle ka stand hamesha cycle ke sath jata hai.

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 Molvi Sahab Ka Tota

Tootay howay dil sy piyaar

Suhaag Raat

Shohar Biwi se:

Bechari Murgi Bhi Kya Karti

Kal Fir ek Ladki

Chooohy Ko Lagi Billi Gori G..

A farmer near a field

Malik. and Noker

Translation In Hindi In Papp..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook