Uble huwe ande
Sardar murgi ku garam pani pila raha tha
phatan :ye kis lye
sardar is se ye uble huwe ande de gi
by Sabir shah (few years ago!) / 911 views
Similar Jokes
1 Bar Jan Mang K To Dekho
1 Bar Yääd Kr K To Dekho
Agar Hum Na Aye To Samaj Lena
Shehzada Sutta Peya Ae,
Ty Mobile Silent Ty Vai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Apni Wife Ke Saath Dinner Ke Liye Restaurant Mein Jata Hai.
Dinner Kerne Ke Baad Waiter Aata Hai.
Waiter: “Aapka Bill Sir”
Santa: “Yeh Lo Mera Card”
Waiter: “But Sir, Yeh Nahi Chalega, Ye Toh Ration Card Hai”
Santa: “Toh Phir Bahaar Kya Majaak Mein Likha Hai All Cards Are Accepted.”
by Pak101.com (few years ago!)
American says " In America, marriages can happen with Emails...."
Sardarji "In India, marriages happen with fe-mails.... !!!"
by nadeem (few years ago!)
1dost:Agr Me Subah Apni Car Me Niklu To
Sham Tak Me Apni Aadhi Zamee B Nahin Dekh Sakta
2ra dost:Hamare Pas B Pahle Aisi Hi Car Thi
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ques:Ghurbat ki intha kya hai?
Ans: Jb 1 larki 2 rupay mein kiss dene ko tayar ho
‘
‘
‘
‘
Aur aap k pass 1 rupay ho…!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife: jab aap chashma utaarte ho, bahut handsome dikte ho.
Husband: haa dear, jab main chashma utaarta hoo, tum bhi bahut khoobsoorat dikti ho
by Pak101.com (few years ago!)
Patan Ne Jali Note Banaya Orr Quaid-E-Azam Ki Topi Bhol Gaya
Jab Dukandar Ko Dia Tou Dukandar Ne Kaha:
Iski Tou Topi Nahi Hay.
Pathan Bola:
Ye Quaid-E-Azam Lala Ki Garmion Ki Tasveer Hay
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek pathan rozana apne parosi ki bell Baja kar bhaag jata thaEk din parosi ne pakar kar poocha, ye kya harkat hai?
Pathan: Ye hum miss bell marta hai..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Sardar Naha Raha Tha
1 Larki Darwaze Pe I
To Sardar Aise Hi Bahir Aa Gaya
Larki:
Uf Toba Kuch To Pehen Lo
Sardar Bhag Kar Andar Gaya Or Chapal Pehan Aya.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Tumhe kyu arrest kiya gayaa hai?
banta: maine 50 rupaye ka chillar diya. isliye.
santa: usme kya galti hai?
banta: maine chillar mein do 25 rupaye ka note
diyaa tha :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)