Jab Main Mar Jaun
Molvi : Jab Main Mar Jaun
Tou Samney Walon O Zaroor Bulana
Bivi: Kyon ?
Molvi : Unkey Ghar Ki Aurten
Mordey Se Lipat Lipat Key Roti Hain
by Pak101.com (few years ago!) / 1054 views
Similar Jokes
Mohabbat Main Dolat Ki Koi Ehmiyat Nahi
Phir,
Har Larki K Khawab Main Shehzada Kio Hota Ha?
Kabhi Suna K Meray Sapno Ka Conductor,
Mujhay Lenay Aaye Ga? :/
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa : Yaar Achha Hua
Me India Me Paida Hua
America Me Nahi
Banta : Q America Me
Hota To Kya Hota ?
Santa : Tu B Na
Muje English Kaha Aati Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Dulha on Wedding asks from Dulhan, do you have any boy friend before marriage?
Dulhan become silent
.
Dulha: main is khamoshi ko kia samjhoon?
.
.
Dulhan: kameeney ruk jaa... ginney to de.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bacha park mai betha ek ke baad ek toffee kha raha tha.
Paas betha 1 aadmi bola: Jo zada metha khata hai wo jaldi mar jata hai.
Bacha: Aap ko maloom hai mere dada ki umar 100 saal hai.
Admi: Wo metha kam khate hon ge?
Bacha: Nahi, wo apne kaam se kaam rakhte hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Police:Humein Ap k ghar ki talashi leni hy,pta chala hy k apke ghr main khatarnak Bomb hy.
.
.
.
Sardar:Khabar to pakki hy
magar aj woh Maikey gai hui hy
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek aadmi ne ek gawar naukar rakh liya aur usse samjhaya ki kissi ke naam lene se pahle JEE laga diya kare.
Thori der baad naukar bhagta hua aya aur bola…
“sahebji sahebji kutteji ne murgiji ko pakar liya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Dimagh Kharidne Market Gya
Admi:Dimagh Kitne Ka Hai?
Shopkepar: Angraiz Ka Rs.50 Mahajir Ka Rs.100
Baloch Ka Rs.150
Punjabi Ka Rs.200
Sindhi Ka Rs.250
Aur PATHAN Ka Rs.500
Aadmi: Hairat Se Yar Pathan Ka Itna Mehanga Kyu?
Shopkepar: Bhai 500 Khopriyan Toro To Sala 1 May Se Dimagh Nikalta Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ny Chalnge Kia K
Vo Minar E Pakistan Ko Sir Pr Utha Kr India Ja Skta Hy,
Hazaron Log Ekathe Ho Gay
Sardar Bola: “Inu Chuk K Mery Sir Ty Rakho”
by Pak101.com (few years ago!)
A Boy Was Going With His Girl Friend
Friend Asked : Who Is She?
Boy : My Cousin.
The Frend Said: Last Year She Was My Cousin.! :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek purani adakara ek qasbey mein gyee to log us key gird jama ho gyey. Woh khushi key aalam mein boli, “Aaj 35 saal ki umer mein bhee utni hi maqbool hoon jitni 15 saal ki umer mein thee”
Abhee woh khamosh hui hi thee key ek nojawan bol para, “Kia waqai aap ki umer 35 saal hey?”
“Beshak!” adakara ney jawab diya
“Aap ko apni woh film to yaad hi ho gi jis mein aap ney ek bewa ka role kiya tha, or woh bacha bhee yaad ho ga jis ko us film mein loriyaan suna suna ker sulaya kerti theen”, nojawan ney poocha.
“Haan haan, bilkul yaad hey, aisey lagta hey jaisey kal ki baat ho” adakara boli.
“Mein wohi bacha hoon, or meri umer 35 saal hey”, nojawan ney sanjeedgi sey jawab diya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)