Girl shock..Boy RocK
Girl college mein new sendal daalke gyi..
.
.
Boy:” sendal kitne acchi hai..
.
.
.
Girl:” hmmm utaru kya..???
.
.
.
.
.
Boy:” but jeans or top toh ussse bhi acchi hai…
Girl shock..Boy RocK..
by Mazhar Khan (few years ago!) / 826 views
Similar Jokes
Aik aadmi ko buhat pias lagi huyi thi. Woh aik sharbat walay kay pas gia aur kaha mujhay aik glass sharbat do. Phir kaha meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay dheyan nahi dia aur sharbat ka glass pesh kia.
Woh aadmi sharbat pi kar bola. Mujhay aik glass sharbat aur do meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay suna magar kuch kaha nahi. Phir is nay kaha.
Sharbat walay nay tisra glass bhi dia aur jab is nay sharbat pi lia to is nay pucha aap ki kis say larayi honay wali hai.
Is aadmi nay kaha. Tum say kiun keh meray pas denay kay liye sharbat kay paisay nahi hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ko dost ne khanay pe bulaya.
Pathan jab dost ke ghar aaya toh ghar pe tala laga tha,
Aur likha tha maine bewaqoof banaya tumko.
Pathan ne Hoshiyari dikhai or niche likh diya,
“Main toh aaya hi nahi tha”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa was drawing money from ATM.
Banta, who was just behind him in
the line said: I’ve seen ur password. It’s ****.
Sant: U r wrong. It’s 1394.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Aurat Apne Pati Ke Sath Bazaar Mein Ja Rahi Thi
Tabhi Usne Ek Sign Board
Dekha, Jis Par Likha Tha.
Banarasi Saree 10 Rupaye,
Nylon Saree 8 Rupaye,
Cotton Saree 5 Rupaye,
Aurat Dekh Ke Khusi Se Pati Se
Boli: “Mujhe 500 Rupaye Do, Main 50 Saree Kharidoongi”
Pati Mathe Pe Haath Marta Hua Bola: “Oye Soordas Ki Maa, Laundry Ki Dukan Hai Wo
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:janu is week daily movie dekhen ge. Next week daily shoping karen ge
boy:us se next week darbar pe jaen ge.
Girl:wo kiun
boy:bheek mangne.
by Sabir shah (few years ago!)
Fool Apney Bhai Se:
Tum Hamari Shadi Par Kya Khaas Kam Kry Ga?
Bhai: Hawai Firing To Sab Kartay Hain,
Hum Khud Kush Dhamaka Kary Ga...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Marriage tip :
When you want to get your Wife's Attention :
"just look Comfortable
and Happy...!"
by Pak101.com (few years ago!)
Santa soote waqt
Do glass rakhte hai,
Ek mein paani sur ek
Khaali why?
Socho?
Kyunki pyas lag bhi sakti
Hai aur nahi bhi.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Phatan train me su su kr k aya
BV: Ap ka pyjama geela kyu hy?
Phatan: Toilet mein likha hy
“Jisam ka koe b hesa bahir na nekale”.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa Aur Banta Ne Zindagi Mai Pehli Baar
Rickshaw Dekha.
SantaL Dekho Kitna Chhota Tanga. Banta: Haan!
Aur Gadha to Dekho,
Aadmi Jaisa Dikhta Hai. :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)