Jatt. tumhe rajput kon kehta hai
JATT: Tumhe rajput kyon kehte hain?
RAJPUT: Hum apni baat pe jaan de dete hain,
aur tumhe JATT q kehte hain ?
JATT : QK hum bat bat pe jan le lete hain ;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1420 views
Similar Jokes
Akbar: Hamare ammi abba humse itni mohabt karte thhe, ke hame sulane k lie sari sari raat jagte rehte, or hum fir b na sote the.
Funny Birbal: Tbhi to aap eklote reh gaye huzoor.
by Pak101.com (few years ago!)
Eik Memmon Khali Katorey Main
Roti Daba Kar Kha Raha Tha
Waiter Ne Deka Tu Poucha
Ap Yah Kia Kar Rahey Hian
Memon Ne Jawab Diya
Main Maths Ka Teacher Hoon Or Dall Suppose Kar Kay Kharaha Hoon
by Pak101.com (few years ago!)
Santa
Jaldi se 1 Glass Juice Do Larai Hone Wali hai
Peny Ke Bad
1 Glass aur do Larai Hone Wali Hai
Juice Wala
Larai Kb Hogi?
Santa:Jab To Paise Mange ga
by Pak101.com (few years ago!)
"The life is so short even to complete your sleep, I wonder how people find to study"
.
(William kaamchor )
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Bus Stand Par Akeli Khadi Ladki Ko Dekh Kar,
Ladka Uske Paas Jakar Puchhne Laga.
Ladka: “Patna Kaha Hai?”
Ladki: “Bihar Mein”
Ladka: “Abe Yaar Yahi Pat Jaa Na Bihar Mein Jaane Ki Kya Jaroorat Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Ho nhi sakta k mujay teri yaad na aye,
bhool k bhi bhulaon wo waqt na aye,
Tum bhulo to tumhen agli sans na aye
Me bhoolun
.
.
.
.
.
.
Chal koi gal nai Banda bhool bhi jata hai…;
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Rahul Gandhi: Mom, aapki vajah se meri shaadi nahi ho rahi.
Sonia Gandhi : Kyon?
Rahul Gandhi: Har taraf likha hai, "Sonia ko Bahumat do"
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:Bhai Saheb 1 KalaBulb Dena!
Shopkeeper:Aap Kale Bulb Ka
Kia Karoge?
Sardar:Dopehr Mein Sone
K Liye Andhera Karna Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Public to Santa: us rowdy ke vajah se hum pareshaan hai.
Use haamare area se bhagaane ka koi tareeka bataao?
Santa: aasaan hai, use election mein khadaa karke MLA banaa do.
Agle 5 saal tak woh tumhaare area ki taraf nahi aayega
by Pak101.com (few years ago!)
Ek student roz roz Maths k
teacher ko phone lagata..
.
.
.
Teacher's wife:-kitni baar
bataya...
k woh mar chuke hai.
.
.
.
Fir baar baar phone kyu
karte ho....??
.
.
.
.
. .
.
Student :- sun ke accha
lagta
hai..:p :D
by Pak101.com (few years ago!)