Gaana Ga RaHa Tha
Husbend: Gaana Ga RaHa Tha Main Dunya Hila Dun Ga TEri Chahat Main,
_
Bv: Rahne Do Raat Ko Bed To Hila Ni Patey,
Dunya Kya Khak Hilaogy
by Mazhar Khan (few years ago!) / 801 views
Similar Jokes
santa- soch raha huin ki usa ghum aauin, kitane paise lagenge.
banta- kuch bhi nahi
santa- wo kaise?
banta- sochane ke paise nahi lagate.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband:
Aaj Tumne Ye Kaisa Khana
Banaya Hai,GOBAR Jaisa….
Wife- HEY RAM!!
Is Aadmi Ne Kya-Kya Taste Kar
Rakha Hai….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Chaaro Makaan Teri Mohabbat Me Haar K, Ab Walk Kar Rahe Hain Gireyban Phar K, Biryani Kis Tarha Se Pakey Gi Main Kia Kahon, Daaman Me Chaar Kaddoo Hain Woh Bhi Udhaar K.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Kuttiya Ne Dus Bachche Diye,
Bachcho Ne Bade Hokar, Apni Maan Se Poocha
Bachche: “Maan Humara Baap Kaun Hai?”
Kuttiya Ne Kaha: “Tamiz Se Bolo Papa Sms Padh Rahe Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Bhai sahab time kya hua? Man: Sham k 6 baje hain! Santa: Sala, subah se pooch raha hoon, sab alag alag time bata rahe hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Bubbli ne ghar se bhag k shadi ki
5 din bad Bubbli rote hove waps aagae
Baap:Ab kyu aai ho?
Bubbli:
Papa wo BMW ka driver nikla
N95 b china wala tha
by Pak101.com (few years ago!)
1 larka pathan se: Mai agar chahun to saray Pathano ko Jannat
se nikaal kar Jahanum main la sakta hun.
Pathan: Kis tarah yaara?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctors After Operation &
Students After Examzz
Have Same Thing To Say..
V Tried Our Best..
Right Now V Cant Say Anything
Ap Dua Kren
by Pak101.com (few years ago!)
1. Zardari imaandari krega
2. Altaf Karachi aiga
3. Musharraf pe muqadma chalega
4. Shireen Rehman perda kregi
5. Chodhry Shujaat ko bolna aiga
6. Sheikh Rasheed ki shaadi ho jaigi
7. Bilawal ko Pakistani siyasat aa jaigi
8. Pooreh mulk main Eid aik hi din main manai jaigi
9. Nawaz Shareef sach bolney lagega
10. Moulana Fazal-Ur-Rehman briefcase nahi lega..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Aur Banta Shehar Mein Aaye Aur Zindagi Mein Pehli Baar Rikshaw Dekha. Santa Rikshaw Dekh Ke Bola.
Santa: “ Dekho Kitna Chhota Taanga Hai ”
Banta: “ Haan Aur Gadha To Dekho, Aadmi Jesa Dikhta Hai..!!
by Pak101.com (few years ago!)