Pani Ka Istemal Ziada Kren
Ek Pathan Wash Room Men Betha Tha
Aagey Likha Hua Tha
“Pani Ka Istemal Ziada Kren”
Pathan Waheen Bethay Bethay
3 Lotay Pani Pee Gaya
by Pak101.com (few years ago!) / 1054 views
Similar Jokes
bivi pay hakoomat KaRNa koi mardangi naheen hai
mardangi to yeh hai kay bivi ko mar kay us pay hakooma ki jay
professor khapay ki katab
" haan main kutta hoon" say iktibas
by Abdul Sami (few years ago!)
Sardar to Son: Ja Puttar ek glass pani le ke aa
Son: Sorry abba mai nahi ja sakda
2nd Son: Abba ae te hai e chawal, to aap le ke aa
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa- Tum Jo Bol Rahe Ho Mujhe Sunai Nahi De
Raha Hai.
thoda Sor se Bolo to awaz aaye
Banta- Main To Chewing Gum Chaba Raha Hu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Baniya Marte Waqt
Baniya Marte Waqt…
Sunti Ho ?
Wife: Bolo, Mein Yahin Ho…
Aur Pappu aur Pinki?
Yes, Papa Hum Bhi Yahi Hai…
Baniya: Toh Paas Ke Kamre Ki Light Aur Fan Toh
Band Karke Aatey
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dr: Apka weight kitna hai?
Patient: Chashme ke sath 75 kgs.
Dr: Aur bina chashme ke?
Patient: Woh bina chasme ke toh mujhe dikhta hi nahi...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher:1876 k science dano ke bare me kia janty ho?
Student:sir sab k sab mar gae.
by Sabir shah (few years ago!)
Bacha:rang gora karne wali cream hai?
Dokandar:g hai.
Bacha:to lagata kiun nai sale me aate jate roz dar jata hon.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar Apne Dost Sy:
Yar, Mujhe Film Mein
Kaam Karney Ka Bara
Shoq Hy.
Dost: Tujhy Kis Tarah
Ka Roll Pasand Hy?
Sardar: Chicken Roll
by tanveer hussain (few years ago!)
Ek Baloch stdnt apne math k teacher se "arrey sir amara poty aya ay"
Math's teacher: poty aya he to toilet jao na beta"
Baloch: arrey sir amare swal ka answer poty(40) aya he. Tm b na sir jao arrey
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to Pappu:
Why are you late? All your classmates came to the class on time!
Pappu: Group me to kutte aate hain.. lekin SHER hamehsa akela aata hai sir!!
by Pak101.com (few years ago!)