main to 2100 lungi.
Jota chupai ki rasm k waqt dulhay ki 1 sali ne kaha:
main 1100 lungi
2nd sali boli: main to 2100 lungi.
Peechay se 1 SARDAR bola 2310 lay lo, us main FM
bhi hai
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 2164 views
Similar Jokes
Santa: Mujhe Raat Bhar Neend Nahi I.
Banta: Q?
Santa: Q Ki Kal Raat Bhar Neend Mein Yahi Sapna
Dekhta Raha Ki Main
Jaag Raha Hu
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan Sharab peetay huay ro raha tha,
Kisi ne pocha khan sab ro Q rahe ho??
Pathan: Jis Larki ka naam bholana chah raha hn us ka naam yaad nahi aaraha hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ranjha ne bansri bajai heer daur k aai,
majnu ne been bajai laila bhag k aai
aur hum ne seeti bajai wo apne abu ko le aai.
by Sabir shah (few years ago!)
Boy-Ro Q rhi ho?
Grl-Mere marks bahut kam aaye h.
Boy-Bata kitne aye he?
Grl- Sirf 88 %
Boy-Khuda ka khof kar zalim itne me to 2 ladke pass ho jate.
by Pak101.com (few years ago!)
Fakeer: Moula k naam par kuch dedo?
Admi: Tamaator khao.
Fakeer: Khaana dedo?
Admi: Tamaator khao.
Fakeer: Acha roti hee dedo?
Admi: Tamaator khao.
Fakeer: Aakhir tamator hi Q khaaon?
Admi ki B.V aa kar boli:
Ye totla hai, keh raha hai, kamaa kar khao
by hearthackervsgirls (few years ago!)
One Boy To Another,
What Did U Do On Mothers Day?
2nd Boy,
I Tried To Help Few Girls To Become A Mother:-D
by Abdul Hannan (few years ago!)
father-1 2 3 4aaaaaaaa 5 6eeeeee........
son-papa ur counting is wrong bcoz counting mai abcd nahi ati
father-beta mai counting nahi tumhari mummy ke punch count kar raha huin
by Pak101.com (few years ago!)
Ap
ko
DIL KI GEHRAIYON
se
.
E
.
E
.
E
.
EI
.
EI
.
EI
.
EID
.
EID
.
EID
.
EIDHI
FOUNDATION
Ki
Help
KARNI
Chahiye.
Shukria!;)
Tm log to bs
Eid manalo har mahine.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: oye teray chotay bhai ki moonchain hen or teri nahi hen?
Aisa kiun?
2nd Pathan: Is main kiun wali kya bat he?
Wo Abu pe gya he or me ammi pe.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ke qabar ki pehli raat mai 52 fareshtay aye
.
2 farishtay Sawal poch rahy thay, owr baki 50 Pathan ko sawal samjha rahay thay.
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)