Doctor! My son swallowed
Santa: Doctor! My son swallowed a key! Doctor: When?
Santa: Three months ago
Dr: What were you doing till now?
Santa: We were using duplicate key
Dr: So why did you come today?
Santa: We lost the duplicate key!
by Pak101.com (few years ago!) / 914 views
Similar Jokes
Mujrim ; Sardar Wakeel SE
Mujrim : Koshish karna k mujhe sazai maout na ho .umer quaid bhalle ho jai…
SArdar wakell after case :
Mujrim : case ka kia bna
SArdar wakeeel : buhat mushkil se umer quaid hoi he warna judge to tumhen riha kar rha tha
by Pak101.com (few years ago!)
Aj ke baat
Kisi ko uske uljhay hue baalo,
ganday or mailay kapro ki waja
se ghareeb na samjho.
Ho sakta hai wo Engineer ho or
uske papers ho rahay hon.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar: Itnay saray log football ko laat kion mar rahay hain?
.
Admi: Goal karny ke lie
.
Sardar: Gol hi tu hai, owr kitna gol karengay?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Faraz Aaj Sheher-e-Ishq Bhi Hay Mohabbat Say Khaali
Wah Wah
Faraz Aaj Sheher-e-Ishq Bhi Hay Mohabbat Say Khaali
:
:
:
:
:
Kameez Teri Kaali Tay Sohnay Phulla Wali:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Shohar khubsurat tha aur BV kali thi.
Shohar:Hum dono Jannati hen
BV:Kesy?
Shohar:Tm Mujhy dekh kr Shukar ada krti hoOrM Tumhay Dek kar toba krta hun
by hearthackervsgirls (few years ago!)
'In a group 3 friends were explaining to their 4th Pathan friend that Pathan’s a....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Yamraj--Tumne Paap aur Punya dono kiye hai, Isliye Swarg Jaisa Narak milega.
Man--Wo Kaise?
Yam--Agle Janam me Shadi to hogi Lekin wahi Purani Biwi ke saath
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Tere result da ki banya?
Pappu: Miss kendi aey es class wich ik saal hor laggay ga?
Santa: Saal pavain 2,3 lag jawan par fail na hovin mera puttar.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan Ne Apni Biwi Ko Goli Maar Di, Kyuki Usne Sirf Itna Kaha Tha Ki Main Apni Zindagi "Shaan" Aur "Shoukat" Ke Saath Guzarna Chahti Hu
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)