Santa ne 1 Intelligent sawal pucha
Santa ne 1 Intelligent sawal pucha,
or
Banta(Teacher)- bayhosh ho gaya!
Sawal tha...
BLACK is a color,
WHITE is a color
but,
BLACK & WHITE TV
is not a COLOR TV.
WHY?
WHY?
by Pak101.com (few years ago!) / 937 views
Similar Jokes
Chand bhi kya ajeeb cheez hai…
.
.
.
.
.
.
.
Bachpan me ‘Mamu’ aur
Jawani me ‘Janu’ nazar aata hai…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa was cooking Murgi,Wen he added Hara
Dhaniya guess wat Happened?The Murgi start
Dancing & Singing 'HUM PE YEH KISNE HARA
RANG DALA.MAAR DAALA.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Gaou ka master ji bacho ku english parra raha ta----- Bacho ye ,, M,, hy . M say mother--maa--jaisay sheeday ki maa---- Dosray din master ji nay board pay W lika-- bacho ye kia hy?? aik bacha bola-----sir---hy tu ye sheeday ki maa --par aj is ki taangay oopar hy
by Mohammad Ali (few years ago!)
Bhikari Pathan Se: Mujhy Khaany ko Kuch Mil Sakta hai.
Pathan: Kal Ki Roti Kha lo Gay?
Bhikari: G Han.
Pathan: Acha to Phir Kal Time Se Aa Jana
by Abdul Hannan (few years ago!)
Girl- Ye ratein Ye hawaein Ye chandni Ye ghataye Ye nadiya Ye kinare Boyfnd-Abe Tu pyar kr rahi he ya mausam ki jankari de rahi Hai .
by Pak101.com (few years ago!)
Height of dreaming:
Last Night Bill Gates
came in my dream and said
.
.
.
Yaar Farhan…
teray pas windows xp ki CD hai?
kal wapas kar dun ga…
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chor Sardar ka mobile le kar bagh gyia.
Dost: wo tumara mobile le kar bagh gyia or tm
hanas rahe ho,
Sardar: bagne do charger tu mere pass hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
School Me Master Ji Ne Chote Sardar Se Poocha:
Jis Me Koi Kami Nahi
Usko Kya Kehte Hen?”
Chota Sardar Bola : “Kami-Na”
by Pak101.com (few years ago!)
Obama pakistan Aya To Ak Deewar par Likha tha
Obama kanjar:DDD
Obama Nay Ak Pakistani Say Pocha kanjar Ka Matlab Kya Hota ha
Pakistani Ne kaha is ka matlab hai.
WATAN SE PIYAR KARNAY WALA:P
Phir Obama (India) Gaya Aur Taqreer main kahan Mujhe pata ha
Aap sub kanjar hain:D
Main khud bohat bara kanjar hoon:-PPPP
Lakin Main ne GANDI say bara kanjar Aaj Tak nahi dakha:
by hearthackervsgirls (few years ago!)
AMERICAN : Ye building kitne din mai bani hai?
PATHAN : 1 maah main,
...
AMERICAN : Ye hmare mulk main to 2 weeks main
ban jati hai,
...
Thora agay jane k baad phir Poucha : Ye building
kitny din main bani hai?
PATHAN : Sirf 2 weeks main,
AMERICAN : Hmare mulk main to 3 days main ban
jati hai,
Habib bank plaza k pas sey guzrey to AMERICAN ne
poucha : Ye building kitney din main bani hai.?
PATHAN :
Pata nhi Subha to nhi thi :)
by Tanveer Hussain (few years ago!)