School Me Master
School Me Master Ji Ne Chote Sardar Se Poocha:
Jis Me Koi Kami Nahi
Usko Kya Kehte Hen?”
Chota Sardar Bola : “Kami-Na”
by Pak101.com (few years ago!) / 980 views
Similar Jokes
4 Pathanon ne mil kar ptrl pump khola.1 bhi customer nhi aya.Q?Ptrl pump was on 1st floor.Phir chaaron ne usi flor pe aik restaurant khola.1 bhi customer nahi. Q?Ptrl pump ka board nhi hataya tha.Phir charon ne 1 taxi li. 1 bhi sawar na hua. Q?2 pathan agay or 2 pathan peechay beth kar sawari dhund rahe thay.Taxi kharab ho gai. Chaaron ne khoob dhakka lagya but taxi wahi ki wahi. Q?2 aagay se or 2 peechay se dkhakka laga rahe the.Phir charon ne 1 bacha kidnap kia. Bachay se kaha apne baap se 5 lac rs la warna tujhay maar den gay.Bacha ghar gya aor us k baap ne paisay bhi die. Q?Bachay ka baap bhi pathan tha……!
by tanveer hussain (few years ago!)
Police : Tumhara Dost Kese Mara
Sardar : Pata Nahi Wo Bola Mere Pet Me Chuhe Kud
Rahe He
To Mene Usko Chuhe Marne Ki Dawa Khila Di
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Galileo used 2 study in smal lamp.
Graham Bell used 2 study in
candle light.
Shakspeare used 2
study in street light. Mujhe ye
samajh nahi aata ke yeh sab Din
Mein Kya Karte the?
by Pak101.com (few years ago!)
Bush: Tujhe swimming aati hai?
Laaloo: No!
Bush:Tere se kutta acha hai jo swim kar leta hai.
Laaloo: Tujhe aati hai?
Bush:Haan!
Laaloo: Fir tere mein aur kutte mein kya farak hai…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Do Gadhe Aapas Mein Baatein Kar Rahe The.
Pehla Gadha: “Yaar Mein Jis Dhobi Ke Ghar Kaam Karta Hoon, Wo Mujhe Bahut Marta Hai”
Dusra Gadha: “Tu Ghar Chod Kar Bhaag Kyo Nahi Jata”
Pehla Gadha: “Kya Batau Yaar Dhobi Ki Ek Bahut Sunder Ladki Hai. Vo Jab Bhi Shrarat Karti Hai
To Dhobi Kehta Hai Ki Teri Shadi Kisi Gadhe Se Kar Dunga. Bas Yeh Soch Kar Ruka Hua Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Pathan English sekhne Obama k pas gya.
2 Maah bad wapas aaya to usay call aayi.
Pathan: Who is speaking?
Dosri taraf: Khocha hum Obama bolti hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Husband gusse may:aaj tmne ye kesa khana bnaya hy?
Bilkul Gobar jesa!!
Wife: uff Mairey khudaia!! Iss Admi ne kia kia chakkha huwa hai.;
by Pak101.com (few years ago!)
ek din ek aadmi naha do kar bahar nikla, jaise weh nikla bahar us pe ek kabuter gober kar diya toh wah gusse mein aakar kahan ki are oh kabuter tuh chaddi nahi panta kya????
toh kabuter bola kyu tum loge pehan ke karte ho kya!!!!!!!!!!!!!!!!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
SANTA: Rasgulle hain?
DUKANDAAR: Nahi
SANTA: Dekh lunga
DUKANDAAR (Gusse me): Kya dekh loge?
SANTA: Dusri dukaan me jakar dekh loonga!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 punjabi k gher main 2 bachey jurwan paida huway, to dadi boli:
Lo Dasso Hun tay pakistan day halaat vaikh k bachey vi kally aan tou dar day ney.....
(lo batao ab tu Pakistan key halat daikh key bachey bi akaily aney sey dartey hain)
by Pak101.com (few years ago!)