Argentina ka Messi,
Argentina ka Messi, Brazil ka Kaka...
Wah waaa wah waaa!!
Argentina ka Messi, Brazil ka Kaka...
Dono team baahar...
Ab karo WAKA WAKA!!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 747 views
Similar Jokes
BV:"utho ji almari k paas 1chor khada h.
"Hus:"us k paas hathiyar hua to?"
BV:Oh ho ghabrao mat apka to insurance h or zewaraat ka nhi."
by Pak101.com (few years ago!)
Bahut Sari Problem Aur Har Kaam Ulta Hone Ki Wajah Se Santa Ek Din Apne Ghar Mein Pandit Ko Bulaya
Pandit Kuch Der Ghar Mein Idhar Udhar Ghuma Aur Fir Santa Ko Hawan Karvane Ke Liye Bola
Pandit: “Apke Hawan Mein Kali Mata Ko Khush Karne Ke Liye 1 Daru Ki Botal, 1 Bakra Aur 5,000 Rupaye Lagenge”
Santa Ne Ye Suna Aur Gusse Se Bola: “Hramkhor Maine Hawan Karna Hai, Kali Mata Ko Party Nahi Deni“
by Pak101.com (few years ago!)
Dost ruthey to rab ruthey.
phir ruthe to jag chutey.
agar phir ruthey to dil tutey
or agar phir bhi ruthey to utar chappal
mar saley ko jab tak chappl na tutey.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar: yar jahaz jab urta he to uske gate q bnd ho jate he
Pathan: kafi der sochne ke baad
.
.
.
.
.
Yar koi juice ya kulfi wala na charh jaye
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aaj, kal, harpal,
Aaj, kal, harpal, har samay, har vaqt, maheno, salo saal se ek DIL tumhare liye dhadakta tha aur dhadakta rahega aur wo DIL hai ur"s own DEAR
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
ek pagal gusse me aakar kehta hai
mai saari duniya ko mita dunga, mai sari duniya ko mita dunga
.
.
dosra pagal has kar bola
.
he,he,he,he, mai tujhe RUBBER hi nahi dounga
by Abdul Hannan (few years ago!)
Naman: Sir, mere ghar mein TV chodke baaki sabki
chori hogayi hai Police: chor ne sirf TV kisliye
chodaa hoga Naman: mujhe kya pataa sir main us
samay TV mein serial dekh rahaa thaa
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Sardar Fell Ill & Shivering With Cold Doctor Came N Asked Wat Happend?
His Son Said: Bimari Da Te Pata Nai Par Abba Swair Da Vibration Te Laga Hoyaa
by Pak101.com (few years ago!)
if a girl get 98% mark her response,
kamina 2 mark or de deta to uska kya jata tha,
if boy gets 35% mark he says:
check karne wala farishta tha yaar:-
by Pak101.com (few years ago!)
A couple drove down a country road for several miles, not saying a word. An earlier discussion had led to an argument and neither of them wanted to concede their position. As they passed a barnyard of ...
by Mazhar Khan (few years ago!)