Teacher student say
Teacher student say: Motorcycle k kitnay tyres hotay hain
student: 6 tyres
teacher: angrily how?
Student: 4 motor k aur 2 cycle k
by Mazhar Khan (few years ago!) / 886 views
Similar Jokes
Yaar
Pathan: Mera yaar aaya hai chai to bana do.
Wife:
Mein nahi bana rahi.
Pathan
Bana de jab tera yaar aaye ga to mein b bana doonga.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek baccha mummy se pitne ke baad apne papa se :
Papa kabhi aap Africa gaye ho ?
.
.
.
Papa: nhi beta ..
.
.
.
Baccha: fir itni khofnak item kahan se le aaye...!!
by Pak101.com (few years ago!)
GIRLs Two Types ki hoti hai
1= Boring - Jo dhoop wale din chatri le ke jati hain.
2=Intresting - Jo barish k din jaan boojh k chatri ghar bhool jati hain..;-P
by Pak101.com (few years ago!)
You are equal to sixty james bond!
How??
007 60 = 420
by Mazhar Khan (few years ago!)
santa - radio pe gaane sun raha tha papa tehte hai bada naam karega.
maa - bijli ka bill tera baap bharega.
by Pak101.com (few years ago!)
Secretary: Sir aap muje naukri se
nikal toh nahi rahe??
Boss: Nahi, par tumhe kisne
kaha?
Secrtary: Wo aapne Cabin se sofa
aur Bed hatwa diya na Isliye
by Pak101.com (few years ago!)
Bacha peida hotay hi cheekha: Mujhay kuch nazar nhi aa raha, Mein andha houn..,
Nurse: Stupid, light nhi hai.!
Bacha; Oh tuwadi khair ” Ay Pakistan te nai..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa called wife: Mai ghar der se aaunga!
Car ka steering, gear, sab chori ho gaya hai.
Samajh me nahi ata, Gaadi kaise leke jaaun.
Aftr 5 mnt he called again: Mai aa raha hu, pehle pichli seat pe baith Gaya tha
by Pak101.com (few years ago!)
TEACHER: Harold, what do you call a person who keeps on talking when people are no longer interested?
HAROLD : A teacher.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Mendhak Jyotishi Ke Paas Gaya,Jyotishi Ne Kaha: Baccha teri Kismat Main Ek Ladki Hai,Wo Tere Baare Main Jaanna Chahti Hain.
Mendhak: Maharaaj Wo Milegi kahan Par.
Jyotishi: Bayolab Main
by Pak101.com (few years ago!)