ik Sardar jab bhi kapray dohta
ik Sardar jab bhi kapray dohta tu bht Zor ki barish ho jati.Aik din bht dhup nikli to sardar ny shukar kiya aur dukaan say SURF lenay chala gaya, Jb dukaan mai enter hua to,”Badal” bohat zor say garja, Sardar ne “BAADAL ki tarf dekh kr kaha:
“KIDHR?? Main Te Nimko Lain Aya Wan”
by Pak101.com (few years ago!) / 972 views
Similar Jokes
Sardar: Esa kia karain ke saanp bhi mar jaye owr laati bhi na tootey
.
Pathan: Jooty se mar do
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
To Reduce Depression Of Students, Sir Showed Them 3 Idiots
Sir- What Did U Learn 4m D Movie?
Students- KISS Karte Waqt Naak Beech Me Nahi Aati
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Watchman ne Sher (Lion) ka pinjra khula chhor diya..
Officer: Tumne sher ka pinjra lock nahi kya?
Pathan: Kya zaroorat hai, Usko kon chori karega?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan Was Kissing A Girl Inside A Car.
Police:Kya Kr Rhe Ho?
Pathan:Nazar Nhi Aa Rha?
Police:Meri Bari Kb Ae Gi?
Pathan:Is Larki K Baad.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ashwin mujhe neend nai aaraha:-
ammi:kiun:;
ashwin:pehlay afridi ata tha khuwab me ab thishara pareera aya hai k 1 bal rah gaya hai wo karo mujhe
by Sabir shah (few years ago!)
1ladke ne 1ladki ko dekh kar arz kiya
Tere smile me kya chamk he
Tere smile me kya chamk he
wo muskura k boli
MERE TOOTHPASTE ME NAMAK HAI
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A beggar- ‘Oh sundari ! Andha hoon.
Sawa paanch rupya de de..
“Husband said 2 his wife- De de, tujhe sundari bola hai to har haal mein andha hai…”
by Pak101.com (few years ago!)
Khali batuwa haath main us kay thama deta hoon main
Yun Hatheli pe kabhi serson jama deta hoon main
Jab kabi begum ka para hud se zyada charh gaya
Sub se pehle jootiyan us ki chhupa de ta hoon main
by Mazhar Khan (few years ago!)
Na hoga koi kanjus tum sa zamane mein,
ek umar guzar gayi tumko samjhane mein
kabhi ek sms hi kar de oh zalim-e-kanjus,
kyu laga rehta hai ek rupee bachane mein
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek sardar Kele ke chilke se fisal kar gir gya
Aage phir dusre chilke se gir gya
ab teesre chilke ko dekh kr k bola...??
Shit ab phir se girna padega
by Mohammad Ali (few years ago!)