Na hawa hai na maya hai
Na hawa hai na maya hai,
Ehsaas apka aya hai,
Hamein b msg kar k dekh lo jaan,
COMPANY ne ye mobile sirf apki Girl FRIEND k liye nahi banaya hy
by Mazhar Khan (few years ago!) / 986 views
Similar Jokes
Ramu-Inn aalu k parantho mein aalu nazar nahin aa
rahe hai
Shyamu-Yaar naam par mat ja
Kashmiri pulav mei kabhi kashmir nazar aata hai
kya.?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jab Duniya Ka First Phone Bana,
Aur Phone Ko Start Kiya Gaya To Scientist Ke To Hosh Ud Gaye.
Phone Screen Pe Likha Tha: “2 Missed Calls From Rajnikant“
by Pak101.com (few years ago!)
Chhote: Tujhe pata hai main aaj girl friend se milunga
Bade: Kya baat kar raha hai, teri bhi girl friend hai !
Chhote: Haan, Aur mujhe shaam ko badminton court jaana hai.
Bade: Badminton court kyun?
Chhote: Waha net hota hai na… isiliye
Bade: Abe net ka kya karega…
Chhote: Girl firend se milunga na, usne bola tha, aaj shaam ko 4 baje Net pe milte hain… hahaha
Bade: Bakwas band kar!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Hum 45 Behn Bhai hai Banta: Kya tumare ghar Populatn count krne wale nhi aye? Santa: Aye the,pr hm sb pdh rhe the,wo COACHNG CNTR smajh k vapas chle gye...
by haleema sadia (few years ago!)
Ek Pathan Ka School Mein 7th Class Mein New
Addmission Howa.
Teacher Ne Usse Puchha: “Beta, Batao Abdul Qalam
Kon Hai?”
Pathan: “Hum Ko Kya Pata, Hum To School Mein
Naya Hai“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
3 Idiots Would Have Been a More Bigger Hit.
If Kareena Kapoor Would’ve Also Once Said,
.
.
.
.
.
“Jahanpanaah Tussi Great Ho,
Tohfa Qabool Karo”
by Hassan Ali (few years ago!)
Subha teri Sham meri ho
Din tera Raat meri ho
Hasi teri Udasi meri ho
Or jab maut aay ay dost Kabar teri Usme LASH
?
?
?
O hello
TERI hi ho
by Mazhar Khan (few years ago!)
Admi: Apko garmi lagti hai tu kia kartay ho??
Sardar: AC ke qareeb baith jata hon
Admi: Phir bhi garmi lagy tu kia karty ho?
Sardar: Phir AC ko ON
by hearthackervsgirls (few years ago!)
SWEETEST EXCUSE; A kid gets 0 mark in a paper. Father angrily say wat is this? Kid replies:techer k pass STARS khatam ho gaye to PLENET dene shuru kar diye…!
by Zia Rasool (few years ago!)
Naughty : Height of Shame. At bus stop a girl was
standing with her face covered. A man on bike stops
and says “Chalna hai kya?”
Girl replies : Papa mein hoon.
by Pak101.com (few years ago!)