Step of mard and aurat
How boys grow
bacha
larka
naujawan
jawan
mard
budha.
How girls grow
bachi
bachi
bachi
bachi
bachi
aunty
by Sabir shah (few years ago!) / 1128 views
Similar Jokes
>> Ammi ne kaha Sms Chor do
=Abba ne kaha Night pkge karana chor do
=Dostun ne kaha Mobile se belns Churana chor do
=PaAro ne kaha Ganney ka Rus Peena chhor do..
=Andhay ne kaha mujhe SARAK k us paar chor do
*OR
=Ek Din aayega , Jab GIRL FRIEND ke Bachay bolengey:
=MAMU Zara School chhor Do..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Banti asked Ballu"I watch TV in my liesure
time,what about you?"
Ballu simply replied""I watch TV when my wife and
mother quarrel with each other"!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tufani barish me raat ko shop per 1 admi pizza lene aaya.
.
.
SHOPKEPER: Aap shadi shuda hain?
.
.
Admi: Tu aur Is tufani barish me kya meri maa muje pizza lene bhejy gi
by Mazhar Khan (few years ago!)
3 Dost Ek 7 Ja Rahay Thy.
Un mE sE 2 gareeb Thy.
Achank 1 Pari Ai Or Kaha k Main Tm tino Ki
1-1 Wish Pori KronGi.
Pehla Dost:
Main ameer Hona Chahta Hon.
Pari nE us ko ameer Bna Diya
2nd Walay nE B Yahi Wish Ki.
Pari Ne Oski B Wish Pori KrDi.
3rd Zor Zor Se Hans k lot pot ho Raha Tha.
Pari nE Kaha Hanso Mat Or apni Wish Btao
3rd Bola: Hahahahahaha
In dono ko Phir sE gareeb Kr Do.
Moral: Dost Kamine Na Hon To Dosti Ka Maza Nai Ata.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik admi hotel manager se: yeh tolya bohat ganda hai, hath saaf karne ke kabil nahin…,
manager: aap bhi ajeeb admi hain subah se 100 laog hath saaf kar chukkay hain aur kisi ne shakayet nahin ki
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Larki (sharma k): Ye Pyar kya hota hai?
.
Larka: pyar ka rishta 2 insano main
wohi hota hai jo cement or rait k darmiyan pani ka hota hai
farz karo
larka=cement
Larki=rait
love=pani
ab agar cement or rait ko aapas main mila diya jaye to wo strong nahi honge
lekin
agar in main pani mix kar diya jaye to koi in ko juda nahi kar sakta
.
.
Larki (hans k): TU SHAKAL SE HI MAJDUR LAGTA HAI
by Tanveer Hussain (few years ago!)
SANTA-Time Kya Hua H?
BANTA: 2
S-Apki Ghadi Radio Se Mili H?
B-Ji Nhi Sasural se
by Pak101.com (few years ago!)
2 Pathanon Ko 2 Bomb Miley
2 Pathanon Ko 2 Bomb Miley
1 Pathan: Chal Police Ko De K Ate Hen
2nd Pathan: Agr Koi Bomb Raste Me Phut Gya To?
1 Pathan:Jhoot Bol Denge K 1 Hi Mila Tha..:-D
by Mohammad Ali (few years ago!)
Young girl: Dadiji,Aap k zamaane me 10-10 bacche Q hote the ?
Old Lady: Beti Humaare time me bijali nhi thi.
Raat ko kon aya kon gaya malum nhi padta tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar se kisi ne pocha k aqal bari hai ya pher ye bhainse.
Sardar thori dair sochne k bad hum ko pagal mat banao pehlay in donon ka date of birth btao.
by Sabir shah (few years ago!)