Agr mai kahu muje tumse Mohabat he
Boy-Agr mai kahu muje tumse Mohabat he
meri yhi chahat he to kya kahogi
Girl-Yhi baat agr tum Balance Bhej k kehty to acha hota
by Pak101.com (few years ago!) / 978 views
Similar Jokes
Boy: Mom, aaj mera dost ghar aa raha hai… ghar ke sab khilone chhupa do
Mom: Tera dost chor hai kya?
Boy: Nahin, woh apne khilone pehchan lega...
by haleema sadia (few years ago!)
Lecture ke darmiyan 1 Larka Uth kar chala gia
Teacher: Yai kion uth kar chala gia?
.
Students: Sir es ko neend mai chalny ke aadat hai
by inayat khan (few years ago!)
Janwron Ki Party Me Chuha visky Pi K Tunn Tha
Billi:
Aj Party Na Hoti To Mai Tuje Kha Jati
Chuha:
Chali Ja
Nhi To Log Kahengey K Pi K Aurat Pe Hath Utha Dya.:-*
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar jii: kam wali nokrani“SHANTI” ko bulao
BV: kyu?
Sardar jii: doctor ne bola hy kraat ko dawa khao aurShanti k sath so jao
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik sheikh patient hospital mein Nurse par chila raha tha
Doctor ne nurse ko bulwa kar poocha
Woh patient abb kis baat par naraaz ho rahahai
Nurse: woh ess baat par naraaz ho raha hai ke
Medicine khatam hone se pehle hi kion sehat yaab ho geya
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar 2 His Friend:
I Kiss My Wife Everyday B4 I Go 2 Office N U?
Friend:
I Kiss Ur Wife After U Go 2 Office..
Sardar:
Hahaha
I Kiss First
by Pak101.com (few years ago!)
Snta Pe Bijli Ki Taar Gir Gayi:
Snta Tdp Tdp k Mrne Hi Wala Tha.
Ki
Use Yad Aya,
Bijli to 2 Din Se Bnd h. Wapas uth gya or bola, ' Sala! dara diya.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Husband:” sir meri wife kho gai hai
.
.
Postman:” Yeh post office hai
police station nahi..
.
.
.
Husband:” ohh sorry..!
.
.
Saala khushi k mare kaha jaau,
kuch samjh mein nahi aa raha hai…:P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Husband: Agar tumhe kuch ho gaya to mein Pagal ho jaaunga.
Wife: Doosri shaadi to nahin karogey?
Funny Husband: Pagal ka kya hai, kuch bhi kar sakta hai
by Pak101.com (few years ago!)
Africa kai aik jungle mai aik bohot hi ala nasal ka hiran (deer) ghayab hogaya, Government nai dusray countries ki police ko bulwaya investigation kai liya.
FBI: 4 months ki mahnat kai baad bhi FBI ko kuch na mila aur woh baghair hiran (deer) kai wapis agai.
Indian Police: 5 months ki pahnai ka baad bhi kuch hasil na kar pai aur khali haat hi agai.
Pakistani Police: 20 minute ki mahnai kai baad hi wapis agai aur sath mai aik hati (elephant) lai kar agai aur elephant kah raha tha kai “ Han Han mai hi hiran hon Han Han mai hi hiran hon”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)