Marne do salon ko.
Teacher:ap ka dost aur ap ki girlfriend doob rahe hain to ap kis ko bachao ge.
Pappu:doone do donon ko sale akale kia kar rahe the.
by Sabir shah (few years ago!) / 1334 views
Similar Jokes
Boy:Tum shadi k baad apnay liye alag ghar to nahi maango gi?
Girl:Aray nahi!! tum apni amma ko alag ghar dila dena
by Mazhar Khan (few years ago!)
2 Friends after Giving d Exam
1st: Oye paper konsa tha?
2nd: Maths
1st: Mtlb Tu paper kar k Aaya hai?
2nd: Nhi Yar sath wali Bachi k hath me Calculator Dekha tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Policeman:” Sab kuch
bata dovarna chaddi
utar
ke marunga..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Santa:”Sir, Galti maine ki
hai, to Aap kyun apni
chaddi utaroge..???…:P:D
by Mohammad Ali (few years ago!)
INSULT AND WIFE ARE SAME!!
we like it only when , it's of others :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 Choohay Bike pe Ghoom rhy thy.
1 hathi ne lift mangi..
Itnay me 1 choha khara ho k bola..
Dekh lay Phir teri MAA Kahy gi k Lafango k sath ghom ra tha.:D;
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend ke aansu aur boyfriend ke aansu me kya
fark hai?
GF ke aansu farmaish puri karwane ke liye nikalte
hain,
Jabki boyfriend ke aansu unhe pura karte karte
nikalte hain!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Master- Maine Tujhe Kutte pe Essay Likhne ko Kaha tha,
Likh K kyu nai Laye?
Santa- Masterji, Jaise hi Maine Kutte pe Pen Rakha wo Bhag gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
3 CHIPKALYAN Deewar Par Ja Rahi Thi,
Ek Ne GANA Sunaya,
Baqi Do GIR GAEEN!
Socho Q?
Aur Socho
Ans:
Q K Baqi Do Ne….
TALYAAN Bajain
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 sardar coffee pene jata hai to waiter pochta hai ke hot ya cold coffee.
sardar kahta hai price kya hai. to waiter kehta hai ke hot coffee 5 rupee ki or cold coffee 10 rupee, to sath wale log hot coffee pe rahe they to sardar ne kaha ke jaldi piyo warna 10 rupee dene parhe ge!!
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan road pe Latrine kar raha tha to police ne pakar lia.
Jb ussey lejane lgay to woh Pathan bola.
Sabot to uthalo
by Abdul Hannan (few years ago!)