Husband drinking and said
Husband drinking and said: Tum kon ho ?
Biwi: Pagal ho gaye ho kiya?
apni Biwi ko bhee bhoul gaye Kiya?
HUSBAND: Nasha har ‘gham’ bhula deta hay.
by Pak101.com (few years ago!) / 1132 views
Similar Jokes
Ustaad Pathan Se Pakistan K Kitny Soobay Hay?
Pathan : (4)
Ustaad Sahabash Un K Naam Batao
Pathan: Mashrik, Maghrib, Shumal, Junoob.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Agr koi mujhe acha lagta hai to acha wo nai me hun
aur agr koi mujhe bura llagta hai to bura wo hai me to nai kiun k me to acha hun.
by Sabir shah (few years ago!)
1 Sardar Jungle Se Guzar Rha Tha
K Us Ne Daikha K
1 Sanp Drakht Par Latka Hua Hai…
Sardar:
NIDDO Piya Karo…
Sirf Latakne Se Height Nai Barhti;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Papu Dhobi ko Daant-te hue -
Ek to meri shirt guma Di upar se paise mang raha hai.?
Dhobi:- Sahab shirt dhulne ke baad gum hui hai
by Pak101.com (few years ago!)
BV-Mera Manna hai Shadi ek lotery Hai
Pati-Mai aisa nahi manta
BV-Kyu
Pati-Qki lautry me dobara kismat azmane ka
mauka jo milta hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boss hangs a notice on his office door, "I am D boss, don't forget"
When he returns from lunch sum1 had written "Ur wife called up she wants her notice board back
by Pak101.com (few years ago!)
Dr:ap ki bemari ka andaza lagana mushkil hai shahid ye nashe ki waja se hai.:-)
mareez:theak hai me us waqt aaoun ga jb ap nashe me nai hun ge.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar's Daugher: Abba Kal Hamary ghar se 1 band kam ho jayega
.
Dosre din larki ghar se bhag gayi
.
Sardar: Larki ne kaam tu acha nahi ki…….. Par thi wo Najoomi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa Kisi Kaam Se Apni Biwi Ke Office Jata Hai.
Bina Kisi Se Pemission Liye Wo Sidha Uske Cabin Mein Chala Jata Hai
Waha Dekhta Hai Ki Uski Patni Apne Boss Ki Godh Mein Bethi Hai.
Aisa Dekhte Hi Santa Gusse Se Apni Patni Preeto Se Bola.
Santa: “Chal Ghar Chal Preeto, Aisi Jagah Kaam Nahi Karna Chahiye Jahaan Staff Ke Baithne Ke Liye Ek
by Pak101.com (few years ago!)
Agar “Dil” ko aanda(egg) kehtey
to indian films k naam aisay hote
Hum Aanda de chuke sanam,
Yeh aanda aapka huwa,
Hum aap k aanday main rehte hain,
Aandy waale Bread le jayienge…
by Tanveer Hussain (few years ago!)