Sunehri BaT

Sunehri BaT

Insan Apni Khubsurti, Kpron Or Taleem Se Nhi Pehchna Jata

Balky Wo Agr Ksi Chiz Se Pehchana Jata Hy To Wo Hy Sirf Or Sirf Uska

Shanakhti Card.

by Mazhar Khan (few years ago!) / 867 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Mein M.A pas hon.

Aik Shakhs (doosray say): Mein M.A pas hon.
Doosra shakhs mein poori ABC pas hon.

Amir (Nasir say): kia tum English jantay ho?

Nasir: han agar Urdu mein boli jaye.

Aik dost (doosray dost say):Meri aankh mein dard hai koi ilaaj batao.

Doosra dost: meray dant mein dard tha, mein nay nikalwa dia tum bhi aisa hi karo.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sadma Bhi Soch Samajh Kar Lo

Building Ki 50vi Manjil Pe Lakdi Ka Kaam Chal Raha Tha

Ek Aadmi Bhaaga Bhaaga Aya Aur Chilla Ke Bola

Santa Tera Beta Accident Mein Mar Gaya

Ye Sunte Hi Santa Ne 50vi Manjil Se Jump Maar Di
35 Manjil Pe Jake Use Ehsas Hua: “Arey, Mera To Koi Beta Hi Nahi Hai”

20 Manjil Tak Pahunchte Pahunchte Use Khayal Aaya: “Meri To Abhi Shaadi Hi Nahi Hui”

Teesri Manjil Tak Pahunch Ke Uske Muh Se Nikla: “Shit, Main To Banta Hoon“

by Pak101.com (few years ago!)
4 shadion ki ijazat

Wife subah husband ko namaz k liay jagati hai.

Husband: yaar sonay do qaza parh longa.

Wife: Shariat namaz ki qaza ki ijazat nahi deti.

Husband: Shariat 4 shadion ki ijazat bhi to deti hai.

Wife: So jao, so jao, Allah pak bara Ghafoor ur Rahim hai. :)

by Mazhar Khan (few years ago!)
Husband wife ko English sikha raha

Husband wife ko English sikha raha
tha..
.
Wife dopehar me husband se:"dinner lo Ji..
.
.
.
.
.
Husband Jahil ye dinner nahi lunch
hai..
.
.
.
.
Wife:"Jahil tu, Tera baap, Tera Sara khandan,
ye raat ka bacha hua khana hai..

by Pak101.com (few years ago!)
Boy wished to girl before exam

Boy wished to girl before exam: Hey all the best

Girl wished: All the best to you too

But girl scored 80 marks & boy failed

Moral: Only boys wish with true heart.

by Pak101.com (few years ago!)
Sardar kafi dair door ki ladki ko ghoor rha tha

Sardar kafi dair door ki ladki ko ghoor rha tha

Tang aa k larki ne hath se LANAT ka ishara kiya Sardar dost se bola:

Le fair 5 waje da time fix hoya e

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Balance mujhe share kar

Kanjoos ki bv ne cal ki :me jahaz me hu wo kharab ho gaya or girne wala hai
kanjos:tu 1 kam kar jaldi se apna balance mere number pe shar kar.

by Sabir shah (few years ago!)
Shadi shuda ho

Dr:tm shadi shuda ho?
Sardar:han humara shadi aurat se huwa hai.
Dr:bewakuf kia mard se shadi hoti hai.
Sardar:han hamara behan ka huwa hai na.

by Sabir shah (few years ago!)
Beta : Papa,ye Girlfrnd kya hoti hai

Beta : Papa,ye Girlfrnd kya hoti hai ?
Papa: jab tum bade ho kar aacha ladka banoge to tumhe b 1milegi..

Beta: agar aacha nahi bana to ?
Papa : to bahot milengi.

by Pak101.com (few years ago!)
Welcome

Welcome to “Sach ka samna”
.
.
Jawab sirf haan ya na me dena hai
Toh lo aapke liye pehla sawal
Kya aapne mandiro se chappal churana chor diya
hai

by Tanveer Hussain (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

What is the difference betwe..

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Baap ne Bete ki Talashi Li

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook