A man found his wife having
A man found his wife having affair with a guy.
He decided 2 kill himself & his wife.
Apne kaan pe pistol lagai aur bola-
tu khush mat ho agla number tera hai!
by Mazhar Khan (few years ago!) / 947 views
Similar Jokes
'Student to teacher miss, what is NANGA PERBET
Teacher that mountain which is w....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan:aj humara jumaah ka namaz nikal gaya yara!!!
Dost:kese yara?
Patahn: Yara imam saab bola apne mobile band kr den,humara ghar par tha..
Jab band kar ke Aya to jamat nikal gaya...
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Santa- Roz subah 50 ladkiyan mera intezar karti hain.
Banta- are wah, Wo kaise?
Santa- Mai Girls College Bus ka driver hu...!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Naukarani: Malkan Ap Udaas Kyun Hai
Malkan: Tumhare Sahab Office Ki Kisi Larki Se Payyar Karte Hai
Naukarani: Nahiiiiin, Sahab Mujhe Dokha Nahi De Sakte
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Papa 1 Larka baar baar mujhe I LOVE YOU Bolta Hai.
Kya Karon?
Papa: Beta Us se shadi kar le.
Zindagi Main agar dobara bol de to Mera Naam Badal Dena. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Dost: Santa G apki BV ap k dost k sath park me bethi hy.
Santa park ka chkar lga kr wapis aa kr dost se
Ja yar
aywain chakkar lwaya e,
O te mera dost e nai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Ki Shaadi Ke 3
Mahine Baad Hi. Beta Ho
Gaya.
Santa: "Ye Hamara
Bachha 3 Mahine Baad
Kaise Ho Gaya?
Aur Logo Ka To 9 Mahine
Baad Hota Hai?"
Biwi: "Aaap Bhi Na..Ye
Batao Aapki Shaadi Ko
Kitna Time Hua Hai?"
Santa:"3 Mahine"
Biwi: "Aur Meri Shaadi
Ko?"
Santa: "3 Mahine"
Biwi: "Aur Hamara
Bachcha Kitne Time
Baad Hua?"
Santa: "3 Mahine Baad"
Biwi: "Total Kitne
Months Ho Gaye?"
Santa Khushi Se: "Oh
Shit Yaar, SAMAY Ka
Pata Hi Nahi Chala.. Sorry
Janu Mene Tum par
Shak Kiya"
Biwi: Bas kar Pagle ab
Rulayega Kya =))=))
by Pak101.com (few years ago!)
har Taraf Padhai ka saya hai...
Har paper me zero aya hai...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Hum to yuhi chale jate h bina muh dhoye exam dene, aur log kehte hai
"saala raat bhar padh ke kya aaya
hai":
by Pak101.com (few years ago!)
anta: oye banta machli khayega?
Banta: nhi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)