Mai gali se jab guzarta hu to
Banta-Mai gali se jab guzarta hu to KUTTE mujhse dar k
bhag jate he
Santa-Apne BOSS se to har koi darta he
by Pak101.com (few years ago!) / 1140 views
Similar Jokes
Do batche darkht ke sath latakne ki game khail rahe thai aik ne apne aap ko neeche gira diya doosray ne poocha kya thak gye ho
Pehla bola: Naheen mein tau pakk kar neeche gira hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
nepali-ye sham singh ka mobile kaha milega?santa-
pta nahi nepali-itni bari company hai or apko pta ni
santa ko baad me pta laga wo samsung keh raha
tha....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pathan Apna Mobile Qabristan Mein Dafna Raha Tha.
Ek Aadmi Ne Ye Dekha Aur Hairan Hokar Us Se Puchha
Aadmi: “Khan Sahab, Yeh Kya Kar Rahe Ho?”
Pathan: “Yaara Dukan Wale Ne Kha Hai Ke Mobile Dead Ho Gya Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chor amir aadmi ke ghar mein chori karne gaya. Tijori pe likha tha “Tijori ko todne ki jaroorat nahi hai, 452 number press karke sahmne vala lal batan dabao, tijori khul jayegi. Jaise hi batan daba alarm baja aur police aa gayi.”
Jate jate chor seth se bola: Aaj mera insaaniyat se vishwas uth gaya hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladki apne boyfriend ko papa ke paas milane le aya.
Kuch der tak baatein karne ke baad, papa ko uski beti ka boyfriend bilkul gadha laga..
Ladki ka Baap : Main nahi chahta ki meri ladki apni poori zindagi ek gadhe ke saath guzaare.
Ladki ka Boyfriend : Bus isiliye to main usse shaadi kar ke yahan se le jaana chahta hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana. Kal
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek 10 saal ka bachha bahot dhyan se ek book pad raha tha, jiska title tha: “Kids ka paalan poshan kaise kare”.
Mother: Tum yeh book kyon pad rahe ho.
Kid: Main yeh dekhna chahta hoon ke mera paalan poshan theek tara se ho raha hai ya nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
FATHER: How Are Y
FATHER: How Are Your Grades, Son?
SON: Under Water, Dad.
FATHER: Under Water? What Do You Mean?
SON: They"Re Below C Level
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Smart Log Hamesha Ye Kyu Kahte Hai Ki
Main Abhi Busy Hoon,
Socho ?
Baad Mein Bataunga, Main Abhi Busy Hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan dosre se
Tumhare papa ki maut kis tarhan hoi thi
Dosra pathan afsos karte hoey
Yaar onn ki yadasht bohat kamzoor thi Dopaher ko sotey waqt woh Saans lena bhool geye they
by hearthackervsgirls (few years ago!)