Techr studnt se
Techr studnt se: khali jaga fil kro
900 choohe kha kr Billi _____chali.
Stdnt:900 chohe kha kr Billi slow slow chali.
Techr (Ghusse se): khare ho jao, mazaq krte ho..??
Stdnt: mis ye B maine Aap ka dil rkhne k lye keh dya wrna 900 chohay kha kr Billi ka Baap b nahi chal skta...
by Mazhar Khan (few years ago!) / 980 views
Similar Jokes
Log kehte he hoshiyar mard ache Pati sabit hote he
Mai Unse Puchna Chahta Hu
Ki Hoshiyar mard bhla shadi shuda hi kab hote Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Urdu teacher:wo dekho samne aik khob surat larki khari hai is ko apne afaz me byan karo.
Studant:wo dekho dosto tumhari bhabi khari hai
by Sabir shah (few years ago!)
Husband wife dinner ke liye gaye, hotel mai 1 larki ne husband ko hello kaha.
Wife(ghusse se): Kon thi yeh?
Husband: Tum please mera dimagh kharab na karo, abhi us ko bhi batana hai
ke tum kon ho .
by Mazhar Khan (few years ago!)
GF-Mai Kisi Or Se shadi kar rahi hu
Muje Bhul Jao
BF-Na Tere Aane ki khushi
Na tere jane ka Gum
Ja Behan Ja Aj Se Tera Kissa Bhi Khatam.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ne Market Mein Ek Aadmi Se Puchha
Pathan: “P.C.O Kidhar Hai?”
Aadmi Ne Ishara Kar Ke Bataya.
Pathan PCO Mein Gaya, Jeb Se Mobile Nikala Or Baat Kar Ke Bahar Aa Gaya.
Aadmi Ne Poocha: “Jab Aap Ke Paas Mobile Tha To Aap P.C.O Main Kyun Gaye”
Pathan: “Mere Dost Ne Kaha Tha, Ke P.C.O Se Phone Karo Ge To Paise Kam Lagenge.“
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: Muj se Shadi karo gi?
Girl: Nahi Boy: Q Nahi?
Girl: Ghar Wale Nahi Many gy!
Boy: Ghar me Kon Kon hy?
Girl: 1 Husband or 4 Bache.
Boy. Thek ha baji.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek Pathan Bakri Lay Kr Bus Mein Sawar Hua,
To Logon Ny Usy Boht Peeta.
Jawab Mein Wo Bola:
Mere Sath Ladies Na Hoti
Tou Tumhe Batata
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sharabi chaand ki or ishara karke puchhta hai: Ye chand hai ya suraj? Dusra sharabi: Mujhe nahi pata, main bhi iss shaher mein naya hun..!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan SCHEME Wali Bottle ka Dhakan
Baar Baar Khol Kar Dekh Raha Tha.
Kisi Ne Pucha: Kya Hua?
.
.
Pathan: Khocha Dhakkan Main Likha Hai Try Again.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher: Tumko Kuttay Pr Mazmon Likh Kr Lane Ka Kaha Tha
Pathan:
Hum Kya Kare Abi Hum Ne Kuttay Par Pen Hi Rakha Tha To Wo Hamara Tang Pe Kaat Kar Bhag Gya
by Mohammad Ali (few years ago!)