Mere Mohalley Wale
Pathan: Mere Mohalley Wale Bohat Kanjoos Hein. Dost: Kiun?
Pathan: Sab Ne 14 Aug Manai Par Kisi Ne Qurbani Ka Gosht Nahi Bheja;-)
by Pak101.com (few years ago!) / 915 views
Similar Jokes
How Can You Recongnize A Sardar In The Scientists
Oh Its Easy
He Will Built A Generator
That Will Use Electricity To Get Started
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan to shopkeeper:Easy Load hai?
Shopkeeper: Jee haan janab.
Pathan: 10 ka naswar Load karo..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa ke ghar chor aa gia
Santa ne daikha tu chor bhaag gia
Santa chor ke peche bhagty bhagty agay nekal gia
Santa: Ek to chori oper se "RACE" lagata hai hamary sath
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Hotel Mein ROAST Khanay K Baad Haddi Chaba Raha Tha. Paas May Betha “Indian” DAAL Kha Raha Tha,
Usne PTHAN Se Tanziya Andaz Mein Pucha:
KHAN! Tumhary Elaqay Mein “KUTTAY” Kya Khatay Hein?
PATHAN: DAAL:-)
by Pak101.com (few years ago!)
During The Match,
Batsman LBW Hua:
1 Pathan Doosre Se: Log Hum ko Pagal Samajhty hain,
Yahan to Sab Pagal Hain,
Lagi Batsman ko hai Aur Cheekh Bowler Raha Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Arz kiya hai:
Bahaar aane se pehle fiza aa gayi,
ki bahaar aane se pehle fize aa gayi,
Aur phool khilne se pehle.....
.... bakri kha gayi
by Pak101.com (few years ago!)
dual heart attack msg by a grl to her b.friend :
1st msg : lets break up now . its all over..
2nd msg:
sorry !! sorry !!
DIS MSG WAS NOT FOR U !! :P
by nadeem (few years ago!)
1 Truck dosry Truck ko rassi se baandh kar le jar aha tha
.
Yai daikh kar sardar hans kar lot pot hogia owr kahny laga:
1 rassi ko le jany ke lie 2, 2 truck
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Din Santa Ke Ghar Mein Chor Aaya, Par Santa Ne Usko Dekh Liya To Chor Dar Ke Mare Bhag Gaya.
Santa Bhi Uske Piche Piche Bhagne Laga Aur Bhagte-Bhagte Chor Se Bhi Aage Nikal Gaya Aur Uski Taraf Dekh Ke Bola.
Santa: “Sale, Ek To Chori Uper Se Humse Race“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar (Apne Bete Se Bola):
Bevakuf…
Kaisa Machis Leke Aaya Hai
Ek Bhi Tili Nahin Jalti
Beta :
Kya Baat Karte Ho Papa
Sab Tili Test Karke Laya Hu
by Pak101.com (few years ago!)