Sardar
Pehla Zaheen Sardar
.
Teacher: Jo sakhs kuch nahi sun sakta usay English mai kia kahaingy??
Sardar: Kuch bhi Kaho, usay konsa sunayi daita hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1293 views
Similar Jokes
Baap-bete se
Agar is baar tum exam me paas nahi hue to tum mujhe papa kabhi mat bolna
...
Kuchh din ke baad
Baap- beta tumhara result kya aya
Beta- babulal, tune apne baap hone ka haq kho diya hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Insaan wahi hai jo dusron ke kaam
aaye.Student: Par Ma'am exam mein to na aap
hamare kaam aati hain aur na dusron ko aane deti
hain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boss: Murkh Ho Tum
Tumne Kabhi Ullu Dekha hai?
Santa: Nahi Sir
Boss: Niche kya dekhta ha meri Or
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Akalmand Pappu xD
Pappu: "I Love You,,
Girl: "Meri Chappal Ki Size Pata Hai Kya.??
.
.
Pappu:" OH Ho Propose KIYA NHI Ke GIFT MAGNA SHURU,,
.
.
.
Aur gift bhi kya maang rhi hai chappal :p
Bhikharin Kahin Ki Chal Bhag yaha se..:p :D
I hate u :P
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend ke aansu aur boyfriend ke aansu me kya fark hai?
GF ke aansu farmaish puri karwane ke liye nikalte hain,
Jabki boyfriend ke aansu unhe pura karte karte nikalte hain!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Jota chupai ki rasm k waqt dulhay ki 1 sali ne kaha: main 1100 lungi
2nd sali boli: main to 2100 lungi.
Peechay se 1 SARDAR bola 2310 lay lo, us main FM bhi hai
by Pak101.com (few years ago!)
3 pathan ek bike pe ja rahe they
3 pathan ek bike pe ja rahe they
Trafic constable ne rokney k liye hath diya
Pathan: abay pagal hai kya…!
Pehle hi 3 bethe hain tu kaha bethe ga?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa: yaar I Notice a very Impotant thingBanta: Wht is dis?Santa: Jab railway Fatak Band hota hai Tab TabTRain Jarur aati hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Railway officer was taking an interview.
Officer: Tumhen pata chale k 2 train ek hi track per opposite direction men aa rahi
hen to tum kiya karoge?
Applicant: Mein kanta badal dunga.
Officer: Agr na badal sako?
Applicant: Mein Red Signal dunga.
Officer: Light na ho to?
Applicant: Mein Red Flag dikha dunga.
Officer: Flag b na mila to?
Applicant: Mein Chotay bai ko bulaa loonga.
Officer: wo kiyo?
Applicant: Usay Train ki takkar dekhne ka bohat Shoq hai.!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Gabar: Sambha Gande..
Sambha: Tu Ganda tera pura Khandaan Ganda Saale.
Gabar: Sambha!! Namakharam GUN-DE-GUN
by Pak101.com (few years ago!)