Shikwa hamein
Shikwa hamein manzoor nhi…
Aaj na koi bahana hoga …
Aap ko hamari khushiyou1n ki qasam…
Next saal aap ko Nahana hoga
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1032 views
Similar Jokes
Santa: Kya Daru Pine se khaansi jati h?
Banta: Kyun nhi jayegi? Jab mera ghar, khet, paisa sab kuchh chala gaya to teri khansi kya cheej h
by Pak101.com (few years ago!)
Mufti Asif Ali Zardari Apni Book
(Sheri Rehman k Jalwe)
Men Farmatay Hen.
Chicken Broast Aise Pakao k Kacha Na Ho.
Or
Muhbt Aise nibhao k Bacha Na Ho.
by Abdul Sami (few years ago!)
SANTA ki 1 tang ki haddi toot gayi
Hospital gaya to waha 1 admi ki dono tange tooti dekhkar bola
"Kya aapki 2 biwiyan he"
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan Amma rozana bus my conductor ko kaju or badam khany ko dia karti thi.
conductor : Amma ap mujhy roz kaju, baam khany ko kiyo deti hi.?
Amma : Mere dant to rahy nai beta sirf choos k phenkna acha nai lagta . socha kisi k pait me hi chaly jaen
hahahahahaaaaaa....
by @irha@ (few years ago!)
Maan Apni Beti Ko Dantate Hue Kahti Hai.
Maan: “Tumhe Wo Bangali Ladka Kiss Kar Raha Tha
To Tumne Use Mana Kyu Nahi Kiya?”
Beti: “Maan, Main Use Mana Kaise Karti Mujhe To
Bangali Bolni Hi Nahi Aati“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maths teacher:
Jab main tumharay jitna tha tou mere math main 100 marks aate thay.
Student:
yes sir, aate hongay, koi acha teacher parhata ho ga aap ko..........!
by Pak101.com (few years ago!)
Class Mein Nayi Aayi Teacher Sab Bachhon Se Unke Baare Mein Sawal Kar Rahi Thi.
Pappu Ki Baari Aayi To Teacher Ne Puchha.
Teacher: “Tumhare Parents Kya Karte Hai?”
Pappu: “Madam Ji Pata Nahi, Hum To Jaldi So Jaate Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi: Janu! Aj hamari shadi ki salgira hai, kia karein?
Shohar: Is Saan-e-Ha per do mint ki khamoshi akhtyaar karte hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Larkion ke Chakkar Me Mat Parna DostoKyun ki
Ye Aati Hain HEER Ki Tarha
Lagti Hain KHEER Ki Tarha
Chubhti Hain TEER Ki Tarha
Or End Me
Halat Kar Deti Hain FAKEER Ki Tarha..
by Pak101.com (few years ago!)
Sheikh Saab Hajj Pe Gaye
Aur Dua Mangne Lagay.
“Ya Allah!
Mere Saray Gunah Muaf Kar Dae
Ya Fair Mera 3 Lakh Wapis Karde
by Pak101.com (few years ago!)