:p

Teacher: Tum late kion aye ho?
Student: Ammi Abbu lar rahy thay eslie
Teacher:Wo lar rahay thay tu tum kion late aye
Student: Mera ek joota ammi ke pas tha owr ek abbu ke pas

by @irha@ (few years ago!) / 2258 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Raam Ji Aur Hanuman Ji

Ek Bar Raam Ji Aur Hanuman Ji Samjhote Ke Liye
Raavan Ke Pass Gaye.
Baat Chit Ke Bich Mein Ek Dum Se Raavan Ne
Hanuman Ji Se Kaha.
Raavan: “Cigarette Hai Kya?”
Hanuman Ji: “Nahi Hai”
Ram Ji Hanuman Ji Ke Kan Mein Bole: “Abe Juth
Kyu Bol Rahe Ho, Hai To Sahi Tumhare Pass”
Hanuman Ji: “Prabhu, Kirpya Karke Aap Chupp
Rahe, Is Sale Ke 10 Sir Hai Pura Packet Pee
Jayega“

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tuanu tankay lanay anday ne

Saardar doctor se
Tuanu tankay lanay anday ne?

Dr: han g. Daso kithay lanay ne?

Sardar: meri juti nu la deo.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Uff Sardi

“Ufff Sardi”
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Jab Uper likha hy ke
Srdi Hai to Nechy Konsa
Heater Laga Hy jo Dekh Rhy Ho.
2014 ki pehil Bezti Mubark Ho….

by Mazhar Khan (few years ago!)
Muqadar main raat ki nend nahi to kya hua…

Muqadar main raat ki nend nahi to kya hua…
Hum bhi muqadr ko dhoka de kar din ko so jatay hain..

(‘,’)/ Oh my God
<) ( I am SO INTELLIGENT NA
_/ \_

by khalid hussain (few years ago!)
k Baniya ki chhatri me mori thi.

Ik Baniya ki chhatri me mori thi.

Sardar Ji: Lalaji umbrella me mori hai, nayi umbrella kharid lo.

Baniya: Arre, baarish ruk jayegi to pata kaise chalega!!

by Pak101.com (few years ago!)
Sardar with dentist

Sardar With Dentist
Kia Dard K Bagar Daant Nikaal Lete Ho?
Doctor: Nahi
Sardar: Mein Nikaal Leta Hon
Doctor: Wo Kaise?
Sardar: He He He He

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hum nay tumhari yad mai ro

Hum nay tumhari yad mai ro ro K tub bhar diye

.

.

.

.

.

.

Aur tum bewafa aye aur un say naha kr chal diye....!:-(

by Mazhar Khan (few years ago!)
Father: Anjali Ko Dekho

Father: Anjali Ko Dekho, 1st Division Se Pass Hui Hai.

Bhavesh:Haan,Use Dekhta Raha Tab Hi To Main Fail Ho Gaya.

by Pak101.com (few years ago!)
Sardar hairan

1 truck ko rasi se band kar le ja raha tha

aik sardar ne dekha wo has has lotpot ho gia aur kehne laga

itni si rasi ko le jane k lye 2 2 truck.

by Sabir shah (few years ago!)
A girl was standing at bus-stop

A girl was standing at bus-stop covering her face with a scarf.

A Passer-by: "HI SEXY!"

Girl: "DAD... its me!"

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Andaz Badal Jate Hain

Dozakh bivi ki waja se

Hospital

Pathan

In 1OO Meter Race

Mamu And Girl

churail

next week daily Masjid Jayen..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook