shadi ke baad
Larki: Main shaadi ke baad tumharay saray dukh baant lun
gi.
Larka: Mujhay tou koi dukh nahi hai.
Larki: Main shaadi ke baad ki baat kar rahi hun.
by @irha@ (few years ago!) / 2459 views
Similar Jokes
NASA Ne 3 Sardar Chand Pe Bheje
Rocket Uda,Par Aadhe Raste Se Vapas Aaya
Jab Sardaron Ko Pucha Gaya To Bole Aaj Amawas Hai,Chand To Hoga Nahi
by Pak101.com (few years ago!)
Papa- ye kya tumhare maths me 1 marks aaya h
Son- jab irado me ho dugni chamak to hoslo me Q nhi
Papa-Wat?
Son- sirf 2 zero ka frk he papa..aa jaenge;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Faqeer: Begam Sahiba aap k paas bhhokay k lye khana hai?
Begam Sahiba: Haan hai lekin bhooka abhi daftar se wapis nahi aya
by Pak101.com (few years ago!)
One Day Golu Said His Girlfriend With Full Of Courage: “I Love You”. His Girlfriend Said Angrily..Not Say This Statement With Love. Funny Golu Said I Love You Sister
by Pak101.com (few years ago!)
Judge: You are crossingthe limits.
Lawyer: Kaun Saala aisa kehta hai?
Judge: How dare you callme saala?
.
.
... .
.
.
Lawyer:My Lord, I said kaun ‘Sa Law’ kehta hai?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Tumhare Abbu ka kya naam hai?
Pathan: Google Khan
Teacher: yeh kaisa naam hua?
Pathan: hum jahan b hota hai, wo humko dhoond hi leta hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek ladka fail hua to uske papa ne kaha-
.
..
.
.
dekh-dekh us ladki ko dekh wo
tumhare sath padhti hai,
.
.
.
.
.
1st aayi hai.
.
.
.
.
.
.
Boy- dekh-dekh kya dekh
.
.
Usiko dekh-dekh ke to fail hua hoon.. :p
by Mazhar Khan (few years ago!)
2 engg. students padhaai kar rhe the..
1ST- "Kya time ho gya re..??"
.
2re ne, jawaab dene k bajaay saamne waale ghar pe ek patthar maara..
..
... ..
..
..
..
..
..
..
..
..
Ek budhiya tilmilaate huye baahar niklee, aur boli-
"Kameeno, ab to so jaao, RAAT K 3 BAJE HAI.."
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan ko 1 Aadmi Mobile per tang karta tha:
1 din Pathan ne new Sim khareed kar usay msg kya.
Maine woh Number band kar k nai sim le li hai.
Ab tang kar k dikhao Bachoo.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Two cockroaches sitting in washroon eating potty.
One said to other: Yaar mujhe potty aa rahe hai.
Other said: Yaar khane ke time pe to aise batain mat kiya karo.
by Tanveer Hussain (few years ago!)