Bewi ka AFFAIR
Sardar ko pata chala ke usky Bewi ka kesi owr ke sath AFFAIR hai
.
Us ne faisla kia ke apny apko owr apny bewi donu ko Mar dale
.
Pistol apni Kanpati par lagayi owr bewi ko bola:
.
Khush mat, ho agla number tera hai !
by Pak101.com (few years ago!) / 2489 views
Similar Jokes
Pathan In Crore-Pati
Amitabh : ' 9 0' se pehly kia
aata hy ... ??
Pathan kaafi dair
sochny k baad bola
Ayesha Manzil .
by Abdul Hannan (few years ago!)
Premi:-darling,aaj aisi koi romantic baat karo jisse mere pair zameen per na rahe.
Premika:-to aap faansi kyon nahin laga lete?
by Pak101.com (few years ago!)
aik foji train main ja raha th
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
aek pthan jab kam pr aya to us ny apny dost sy kaha mein aj apni wife ko kiss kr ky aya hoo
to us ka dost bola usy to mein ny bhi kiss ki to pthan bola pehly to mein ki thi na...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kya Ap Macharon Se Pareshan Hain! Sone Mein
Takleef Hoti Hy??
.
.
.
To Macharo K Sone K Baad Sojaen! Zubaida Aapa K
Nadan Totkay :)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Memon Ka 1 Rupia Chhat Se Gir Gaya,
Memon Neeche Pohncha To Rupia Nahe Mila
Kion??
Memon Rupiay Se Pehley Pohnch Gaya Tha!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher ne dusri class ke ek backe se kaha: Mene kal tumhe jo hindi ka path pdhaya tha, use sunao
Bacha: teacher aata nahi hai
Teacher: nahi aata hai to aisa karo jo aata hai wahi sunao
Bacha: mujhe to gana aata hai wahi suna du?
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi: “Tum nay kabhi sochnay ki koshish bhi ki hai tumhari tankhwa aakhir kahan jati hai”? Shohar: Baigam jab say hamari shaadi hui hai main nay is qisam ki koshishain turk kar di hain”
by Zaid Mughal (few years ago!)
GOLU SCHEME Wali Bottle ka Dhakan
Baar Baar Khol K Dekh Raha Tha
MOLU- Kya Hua?
GOLU-Dhakkan Me Likha Hai "Try Again." :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Bara mushkil hai COLLEGE ki MiSS se pyar karna
MohsiN
Love letter bheja tha
Sign kr k 3 star de diya..(‘.’)
<))>dekh yar!
_/?¿ Assignment Thori thi…
by Mazhar Khan (few years ago!)