Mere 4 Bachay Hain,
Father:
Mere 4 Bachay Hain,
3 Ne MBA Kea Hua Hai Aur 1 Chor Hai
Frnd:
Jo Choriyan Karta Ha
Usay Ghar Se Nikaalte Q Nhi Ho?
Father:
Ek Wohi To Kama K Lata Hai..
by Pak101.com (few years ago!) / 1066 views
Similar Jokes
Aik Sardar kay han 20 saal bad bacha hua Wo udas ho gaya.
Dost : Yaar udas kion ho?
Sardar : 20 sal baad bacha huwa wo bhi itna sa.
by Pak101.com (few years ago!)
BOY: Darling hamary pyar k bary me kisi ko mat batana
GIRL: Tumhari behen ko to zaror bataongi
kameeni kehti thi k koi kutta hoga jo tuj se pyar kary ga:
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan K Betay Ki Roti per Se Chooha Guzer Gaya.
Son to Pathan: Ab Main Ye Roti Nahi Khaonga.
Pathan: Kha Le Beta,
Choohy Ne Konsi Chappal Pehni Hui Thi.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Lub pe ÅÅti hy duÅ bÅn k tamanna meri,
Sim band hojae allah kare teri,
Dur Dunya me mere sms se ujala hojae,
Jo muje sms na kare uska rang kala hojae,
Hy mera kam faqiro ko sms karna,
Knjuso or garibo k inbox bhrna,
Mere Allah inhe b ab gerat ajae,
Ye sms parhte hi inka b sms ajae…
by Mazhar Khan (few years ago!)
nepali-ye sham singh ka mobile kaha milega?santa-pta nahi nepali-itni bari company hai or apko pta ni santa ko baad me pta laga wo samsung keh raha tha....
by Pak101.com (few years ago!)
ik sardar jee se ek aadmeen poocha akal badhee yah bhens
tu sardar jee thodha sochne ke baad bole pehleh dono ki umer batao phir batoonga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Master: Duniya Gol Hai.
Student: Aap Kehtay Hain
To Maan Leta Hon.
.
.
.
Warna Papa Kehtay Hain K.
Duniya Barri "KUTTI CHEEZ" Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pthan dokan dar k pas jakr pakistan ka Flag
mangta hai
phair wo shoopkeeper ko kuch kehta hai
jis ko sun kr wo pagal ho jata hai
thinkis main aur colour dekhao.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek chor raat mai chori karnay ek ghar mai gaya.
Jb wo ghar mai dakhil hoa to daikha tv lounge mai ek khoubsurat larki baithi biscuit kha rahi thi.
Raat ka andhera or tanhai ka aalam
Chor ki niyat kharab ho gai
Us ne larki ko dhakka mar k nechay giraya
Or Biscuit ka packet le k bhag gaya LU ka candy biscuit subko dewana banaye,.
by Pak101.com (few years ago!)
A phatan joined Army & was given a
Gun.
Phatan: Sir, is ki naali apni taraf
rakhun ya dushman ki taraf?
Major: kisi bhi taraf rakh le faida mulk
ka hi ho ga.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)