Hum Tabhi Roti Khayenge
Aaj agar aapke sms aayenge to hi hum roti khayenge, warna 6 Parathe, Paneer ki sabji, Kashmiri Pulav, Ice Cream khakar bhukhe hi so jayenge.
by Pak101.com (few years ago!) / 1026 views
Similar Jokes
Wife Husband Se : Woh dekho ladka mujhe smile de raha hai....
Husband : Smile nahi de raha jab maine tmhe pehli baar dekha tha to mere bhi hansi nikal gaye thii....
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
2 Friends after Giving d Exam
1st: Oye paper konsa tha?
2nd: Maths
1st: Mtlb Tu paper kar k Aaya hai?
2nd: Nhi Yar sath wali Bachi k hath me Calculator Dekha tha.
by Pak101.com (few years ago!)
A boy 2 pathan: Mai agar chahon to tamam Pathano ko Jannat se nikal kar Jahanum main la sakta hoon.
Pathan: Kaise?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by Abdul Basit (few years ago!)
1 sardar ghar se nekla tu daikha ke samnay kailay ka chelka para howa tha
Sardar: O mere khudaya.. Aaj phir phisalna parega
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Aadmi Ne Pappu Se Puchha.
Aadmi: “Beta Tumhari Umar Kya Hai?”
Bachha: “Ji, Ghar Mein 14, School Mein 12, Train Mein 7 Aur Facebook Pe 19 Saal Ka Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
larki: ilove u
Larka : larki k sar per dupata de kr haath pakarta h or khta h behna 5 waqt ki namaz perha kro pyar mn kuch nahin rkha
larke k jane k bad larki apne hath mn pakri parchi kholti h to likha hota h
aqal ki aandhi marwae gi kya piche meri b.w thi phone per baat krte hn :p
by @irha@ (few years ago!)
Santa: pata hai, bachpan mein mujhe ek bus ne zor
se dakka maar diya tha.
Banta: baap re, tu mar gaya ke bach gaya?
Santa: mujhe yaad nahi hai. main tab 4 saal ka tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta:-santa tere ghar se mujhe hamesha hansne ki aawaz aati rahti hai.
Santa:-are yaar, meri biwi jab mujhe joote se marti hai, agar mujhe lag jaata hai to who hansti hai aur agar nahin lagta to main hansta hoon.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek din Mummy ne Chunnu se kaha,"bete,tumhare mama ane waale hain to bazar se kuch khaane ko lao."
Chunnu bazaar se samose, nimbu aur kele le kar aaya..
Aate-aate usse bhook lagi toh woh samose kha gaya..
Fir bandar kele le gaya aur nimbu gutter mein gir gaya..
Ghar aakar Mummy ne poochcha: Kya lekar aaye?
Chunnu bola: Damadam mast kalandar, samose pet ke andar, kela le gaya bandat, nimbu gutter ke andar!
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan baal
katwane gaya.
naai bola: khan
saab bal kese
katon? .
pathan: bilkul
khamoshi se, ham
ko shor pasand
ni ha.
by Mazhar Khan (few years ago!)