Jab mein gana gaati hu
Wife : Jab mein gana gaati hu to aap bahar kyu chale jate ho?
Husband : Taki Mohalle wale ye na samjhe ki mein tumhara gala daba raha hu.
by Pak101.com (few years ago!) / 1076 views
Similar Jokes
Sardarji:There are lot of girls who dont want to get married!
Friend:How do you know?
Sardarji:I asked them to marry !
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Malik: Abi tak tm nay machar nahee maray? meray kanu may gunguna rahay hain. Nokar: mein nay kab kay maray hain. ye thu unki bewa bewian hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
Reporter: Friends of Pakistan ne Sawat/Malakand main mutasaren k liye Karoron dollar dye hain.
Phatan:
Sab jhoot hai hame to Ek bhi Dollar nhi mila sirf Pakstani Rupee mele hy.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Baap: Beta koi bat nai tumhari qismat mai Fail hona hi likha tha
.
Beta: Jee Papa, yai tu acha howa mai ne pura saal parha nai warna sari mehnat zaya hojati
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Nurse - "Mubarak ho.. Sardarji.. aap papa ban gaye.."
Sardarji - " Meri wife ko nahi bolna.. main use SURPRISE doonga..!
by Hassaan (few years ago!)
Pathan: Station Jany k Kitne Paise logay?
Ricksha Wala: 50
Pathan: 20 Lelo
Ricksha Wala: 20 Main kon Le Ker Jayega.
Pathan: Tum Peeche betho hum le k jayega
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek dafa sardar ne bank se lon lekar car khrid lya but bank ka lon wapas na kar saka.
magar Bank walo ne car wapas lalya.
Sardar:agar pata huta to shadi be bank ke lon se karta.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar 2 doctr: Mujhe 1 problem hai
DR: Kya?
Sardar: Baat karte waqt aadmi dikhai nahi deta
Dr: aisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Apne 1 Saal K Bache Ko Hosptal Le Kr Gya
Dr: Isko Koi Sakht Cheez To Nai Khelai?
Pathan: Nai Kal Yeh Bohat Ro Rha Tha To Bas 1 Chutki Naswar Di Thi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wo mujhe kehte hai tumein janant bana don gi par banani us ko daal bi nai aati
by Sabir shah (few years ago!)