mera ek shoes ami k pas tha
Teacher: Tum late kiu aaye ho?
Student: Ammi abbu larh rahe thay.
Teacher: Woh larh rahe thay to tum kiu late aaye?
Student: Mera aik shoes ammi ke pass tha aik abbu ke pass
by Pak101.com (few years ago!) / 815 views
Similar Jokes
Grlfrnd - mera dil mobile hai or tum SIM ho
Boyfrnd - O very good I am very happy!
Girlfrnd - zyada khush mat ho naya offer milte hi me SIM change kar deti hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Itnay saray log football ko laat kion mar rahay hain?
.
Admi: Goal karny ke lie
.
Sardar: Gol hi tu hai, owr kitna gol karengay?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 sardar coffee pene jata hai to waiter pochta hai ke hot ya cold coffee.
sardar kahta hai price kya hai. to waiter kehta hai ke hot coffee 5 rupee ki or cold coffee 10 rupee, to sath wale log hot coffee pe rahe they to sardar ne kaha ke jaldi piyo warna 10 rupee dene parhe ge!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar: Ye Bakra Q Ziba Kia?
Pathan: Manat Mana Tha Wo Poora Ho Gya,
Sardar: Kis Baat Ka?
Pathan: Hmara Murga Gum Hua Tha Wo Aaj Mil Gaya Hai……
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:-are yaar banta tere daant kaise toot gaye?
Banta:-hasne ke karan.
Santa:-who kaise?
Banta:-are yaar main ek pehalwan ko dekh kar han pada.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar Police-Station Aya R Bola:
Mujhe Arest Krlo
Mene Apni BV K Sr Pe Dnda Mara Hy,
Police:
Wo Mar Gai Kia?
Sardar:
Nhi Wo To Bach Gai,
Hun Meri Khair Nai.:-
by Pak101.com (few years ago!)
Man : my wife is too good.
She can talk on any subject for hours.
Friend : Ahh!!! my wife is better,
She does not even need a subject to talk about.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ka 7up Peene Ka Man Kar Raha Thha, Ek Dukan Pe Gaya Aur Bola.
Santa: “Mujhe Ek Asli Wali 7up Do” Dukandar: “Ye Lo”
Santa Ne 7up Peene Ke Baad, 6
Dakaar Aur 1 Paadh Mara Aur Dukandar Se Bola.
Santa: “Abe Ye Naqli 7up Hai Asli Nahi”
Dukandar: “Arrey Kya Baat Kar Rahe Ho, Wo Kaise?”
Santa: “Ye 6up Hai, 1 Down Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Aik jaga baraat pe pabandi lag gi
sardaroon ko pta chala wo saza dany chaly gay
kali sahi lee or sabko lone ma laga kr moo kaly krny lagy
ak baraati bar bar line tur kar agy aa kar khata sadar: ji mra moo kala karoo
sadar: chal wapis
aik bar phir aa gaya
sadar: phir bola chal waps
turi dhr bad phr aa gya sadar ji mara moo kala kroo
sadar: ki gal ay tanoo kadi jaldi ay
baraati: manoo pta ay sahi khtmm hoi ty tusi chater marny shroo kar do gay
by Pak101.com (few years ago!)
Chiman:Aap kitna padhe ho?
Friend: B.A.
Chiman: kamal karte ho yaar sirf do word padhe aur woh bhi ulte.
by Pak101.com (few years ago!)